10/09/2026
💚 SubhanAllah… Roza-e-Rasool ﷺ ka ye mubarak manzar dil ko chhoo jata hai 🥺🤲
Madina ki mohabbat ek aisi mohabbat hai jo dil mein bas jaye to phir baar baar Madina jaane ki tamanna hoti hai 🕌🌹💚
Ya Allah 🤲 apne Habeeb ﷺ ke dar ki ziyarat har us shakhs ko naseeb farma jo dil se Madina aane ki tamanna rakhta hai. ❤️🌙
Sabki jaiz duaein qubool farma aur hamare dilon ko apni rehmat se roshan farma. 🤲💚🌹
Ameen Ya Rabbal Aalameen 🤲❤️