03/06/2026
Jab Jumma Ki Azan Ho To Allah Ke Zikr Ki Taraf Daudo
Jumma ke din jab namaz ki azan di jaye to humein chahiye ke sab kaam chhor kar Allah ke zikr ki taraf daur parhein aur khareed o farokht band kar dein۔
Yeh Quran ki khoobsurat hidayat hai۔
Allah ka zikr hi asal kamyabi hai۔ 🤲