23/06/2026
SHARE KARE taaki sabko huzur Sallahu Alaihiwasaalam ka mimber dekhne ka mauka mile. Alhumdulilah aaj Riyazul jannah jaana ka mauka mila aur tamaam Ummat k lie dua ki hai. Allah paak meri jayez duao ko qubul kare aur har musalman ko yaha ki ziyarat naseeb farmae Aameen