Mola Ali (a.s) ke deewane

Mola Ali (a.s) ke deewane Azaa-Dari Ya Hussain(a.s) Ya Hussain(a.s)

Zainab(sa) ka Hai Armaan Hussain(as) Ka Matam
Zainab(sa) ka Hai Armaan Hussain(as) Ka Matam
Chodah Soo Baras se Hai Duniya me Qayaam,

Sajday me Sar Kataya Islam ko Bachaya
Shabbir(as) Nay Jaan Dai k Waday ko hai Nibhaya

Zainab(sa) ka Hai Armaan Hussain(as) Ka Matam
Zainab(sa) ka Hai Armaan Hussain(as) Ka Matam
Chodah Soo Baras se Hai Duniya me Qayaam.. Ahmed Ka Nawasa Tha Zainab(sa) Ka Dulara th

a
Nau Lac Laeno Nay Pyasa Jissay Mara Tha
Zainab(sa) ka Hai Armaan Hussain(as) Ka Matam
Chodah Soo Baras se Hai Duniya me Qayaam..

Address

Lahore

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Mola Ali (a.s) ke deewane posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share