30/08/2023
Namaz - Maqamaat Muqaddasah
Sawal: Kya aurat ke liye jaiz hai ke ajnabi mard ke aage khade hokar namaz parhe khaas tor par jab ke maqamaat muqaddasah mein bohat zyada rush ho?
Jawab: Bina bare ehtiyat aisa jaiz nahi hai magar ke saarhay chaar meter (4.5) ya is se zyada faasla ho, aur is maamle mein farq nahi parta ke mard ajnabi ho ya mahram, muqaddas maqamat hon ya aam jagah ho, haan agar Makkah Mukarramah mein rush ho to jaiz hai.
https://www.sistani.org/urdu/qa/02870/