21/08/2026
Parwardigar lanat bhaij un logon par — Maulana Abu Talib Tabatabai ka Imam Hussain (A.S.) aur Karbala ke mazloomon par hone wale zulm ke hawale se ek pur-asar aur jazbati bayan.
Is short clip mein Maulana Abu Talib Tabatabai un logon ke liye lanat ki dua karte hain jinhon ne Imam Hussain (A.S.) aur Ahlul Bayt (A.S.) par zulm kiya aur Karbala ke waqia mein zulm-o-jabr ka saath diya.
🖤 Imam Hussain (A.S.) — Karbala — Zulm ke Khilaf Awaaz
Agar aapko Majalis-e-Aza, Karbala, Imam Hussain (A.S.), Ahlul Bayt (A.S.) aur Islamic/Shia bayanat pasand hain to channel ko subscribe karein.