Islam is Quran and Sunnah

Islam is Quran and Sunnah Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Islam is Quran and Sunnah, Religious organisation, Ghakhar.

26/02/2017
08/12/2016

AsSalam u alaikum wr wb...
Allah k Nabi Muhammad SAW k wafaat k din mai Ummat-e-musalima mai koi ikhtilaaf nahi Q K Aap SAW ki wafaat k waqt Sahaaba RA mojoud thy jinhoun ne wo date note ki aur aaj wo kitaaboun mai mojoud hai...
Lekin Paidaish k waqt ki tareekh mai ikhtilaaf mojoud hai... Q K us waqt Islam nahi tha aur tab ki baatain Islam nahi balke History mai count hoti hain... Yehi waja hai k Ahle Sunnat k aksar Ulma ne 12 Rabi ul awwal, baaz ne 9 Rabi ul Awwal aur Shia maslak k baaz Ulma ne 17 Rabi ul awwal date of birth btaayi hai jo k wazeh ikhtilaaf ki nishaani hai...
Agar Sahaaba RA ne apne dor mai 12 Rabi ul Awwal yaa kisi bhi tareekh ko Allah k Nabi SAW ki paidaish ka Jashan manaya hota to aaj us din mai ikhtilaaf naa hota Q K wafaat ki tareekh ki tarah wo tareekh bhi History k bajaye Islami kitaboun mai mehfooz tareekh ka hissa ban jaati... Is tareekh aur masle mai ikhtilaaf is baat ki wazeh daleel hai k Sahaba RA se aisa koi amal saabit nae hai...
Wallah o Aalam !!

06/07/2015

Address

Ghakhar

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Islam is Quran and Sunnah posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share