19/09/2026
ChatGPT se deen ka sawal poochna kitna safe hai? Humne 3 asli test kiye — aur har jawab ka reference khol kar check kiya.
کیا AI کا دیا ہوا حوالہ درست ہوتا ہے؟ ہم نے تین سوالات پوچھے اور ہر جواب کا ماخذ خود کھول کر دیکھا — کہیں صحیح نکلا، کہیں غلط۔
क्या AI का दिया हुआ हवाला दुरुस्त होता है? हमने तीन सवाल पूछे और हर जवाब का माख़ज़ खुद खोल कर देखा।
Timestamps:
0:00 Intro — AI se deen poochna kitna safe hai?
0:31 Test 1 — Maafi wali hadith ka source check
2:16 Test 2 — Chadar wali hadith: lafz ba lafz ya mafhoom?
4:19 Reference link khol kar verify kiya
5:59 Test 3 — "Sabr ka matlab chup rehna hai?"
6:46 Quran aur Hadees se cross-check
8:16 Final verdict — AI ne kitne test pass kiye?
8:49 Practical lesson: reference verify karna kyun zaroori hai
References checked in this video:
— Sahih al-Bukhari 3149 (Anas bin Malik)
— Sahih Muslim 2758a
— Surah Ash-Shura 42:39–43
Is video ka maqsad AI ko rad karna nahi — balke ek aadat banana hai: jab bhi koi reference mile, usay khud check zaroor karein.
Mazeed aisi videos ke liye The Altaf Shah ko subscribe karein.