19/07/2025
Aap sabhi ko suchit kiya jata hai ke Har varsh ki tarah es varsh bhi 18 or 19 August ko Jaharveer Goga ji ka Mela badi dhum dham se manaya jaa raha hai. Es uplaksh mai 17 August ko Guga ji ka vishal bhandara ka aayojan kia jayega. Aap sabhi se nivedan hai ke bhari sankhya mai paunchkar baba ka parshad or Aashirwad prapt kre 🙏🙏