26/01/2026
Tirthraj Prayag ki Pavan Bhumi per magh Mela magh mas mah mahotsav mein divyanand Ras Varsha jismein Shri bhaktamaal Ji ki badi chhavni mein pujya Mahant Shri doctor avdhesh Kumar Das Ji Maharaj ke Pavan sanidhy mein Shrimad Bhagwat mahapuran Katha ka Divya Bhavya aayojan huaa ..