30/03/2026
"Chaitra Navratri ke pavan avsar par, Maa Vindhyavasini ka Varshik Bhandara is baar behad bhavya roop mein sampann hua. Maa ke sabhi bhakt ek saath aaye aur unke sahyog se ye utsav itne auspicious aur mangalmay tarike se pura hua. Maa ki kripa aur bhakton ka utsah dekh kar pura vatavaran bhakti-may ho gaya. Jai Maa Vindhyavasini!"