06/07/2025
10th Muharram 1447 / 2025, 🌹Khanqah-E- Hazrat Hassan A.s Hazrat Hussain A.s🌹
🌹Maula, mere aaqa Husain...
Husain woh hai jise, Karbala salaam kare,
Nabi, Ali-o-Hasan, Fatima (S.A) salaam kare.
Husain maula ki, azmat bayan kaise ho,
Husain woh hai jise, Qibriya salaam kare.🌹