Anjuman e Gulzar e Hashmi

Anjuman e Gulzar e Hashmi Shia Islamic Nohay Mazalis Marsiya

Assalam o alaikum bhaiyo  Mere 10 mahine ke bacche ko leke mein bahot pareshan hu meinAaj qareeb 2 month huwe baccha gha...
11/10/2024

Assalam o alaikum bhaiyo



Mere 10 mahine ke bacche ko leke mein bahot pareshan hu mein

Aaj qareeb 2 month huwe

baccha ghar ke maale se girne ki wajah se sar mein operation karke do haddiiya nikali gyi hai

Jisko 4 mahine tak sambhal ke rakhne ko doctor ne kaha tha lekin haddi nikalne ke baad baccha qareeb 15 din tak sahi thaa

Lekin kuch din baad achank bacche ka sar mein Pani bhar gya aur sar sooj gya aap neeche photo mein dekh sakte hai phir emergency mein Dr ne CT scan karwaya aur kaha ki phirse operation karna padega phirse operation kiya gya aur sar ka paani nikali gaya aur jo haddi nikali gyi thi 4 mahine baad dalni thii woh haddi wapas dal dee gyi hai

Aaj qareeb 45 se zyada din hogaye baccha hospital mein zindagi maut se ladd raha hai jo bhi savings thii woh sari khatam hogyi hai

Ab haat pura Khali hai

Agar mumkin ho sake to case verify karke turant uski madad karwa dijiye

Bacche ko bachane mein hamari madad kare

Mumbai ke Sion hospital mein admit hai baccha

Pics Mein Hospital Ke Papers Medical bills Report Aur QR Code De Raha Hu Allah Ke Waste Jo Ho Sake Hamari Madad Karde Dijiye

Note: fraud bolne se pahle case verify karle jis kisi ko baat karni hai mujhe inbox kare

Message Shahid on WhatsApp. https://wa.me/message/K3ZHDRYL7G4AM1

20/12/2023
Apne Waledain Ki Khidmat Karo Kabhi Zindagi Mein Dusro Se Kahene Ki Zarurat Hi Nhi Hogi Ke Mere Liye Duwa Karna
01/04/2023

Apne Waledain Ki Khidmat Karo Kabhi Zindagi Mein Dusro Se Kahene Ki Zarurat Hi Nhi Hogi Ke Mere Liye Duwa Karna

Salam Ho Imam Ali Ibne Abu Talib As Par
01/04/2023

Salam Ho Imam Ali Ibne Abu Talib As Par

Beshaq Subhan Allah
01/04/2023

Beshaq Subhan Allah

Salamun Alaikum Eid Mubarak :-) Dekhiye Baray Saamnay Ki Baat Hai Kay Jab Bhi Kabhi Kisi Kay Ghar Kisi Bachay Ki Wiladat...
05/02/2023

Salamun Alaikum



Eid Mubarak :-)

Dekhiye Baray Saamnay Ki Baat Hai Kay Jab Bhi Kabhi Kisi Kay Ghar Kisi Bachay Ki Wiladat Hoti Hai To Amooman Ghar Walay Us Bachay Ko Dekh Kar Kehtay Hain Kay Is Bachay Ka Chehra Iskay Baap Jaisa Hai Ya Yeh Bachay Ki Aankhain To Iskay Dada Jaisi Hain Aab Misaal Kay Taur Par Agar Ameer Ul Momineen Ki Wiladat Janab E Abu Talib Kay Ghar Main Hojati To

Nabi E Mukarram Bhi Yehi Irshad Farmatay Kay Is Moulood Ka Chehra Apnay Jadh Janab E Hashim Jaisa Hai Iski Aankhain Apnay Baba Abu Talib Jaisi Hain Iskay Hoont Apnay Dada Janab E Abdul Muttalib Jaisay Hain Iskay Haath Apnay Jadh E Aala Janab E Abday Manaf Jaisay Hain

Magar Kyunki Ali As Aaye Hain Uskay Ghar Main Jo Kay La Makaan Bhi Hai Aur La Zaban Bhi Goya Awaaz E Qudrat Aarahi Hoo Kay Aye Meray Habeeb Pareshan Kyun Ho Aur Mola Nabi E Mukarram Nay Bhi Farmaya Hoo Kay Aye Parwardigar Tera Usool Hai Kay Jo Bacha Jiskay Ghar Main Paida Hota Hai Woh Usi Kay Jaisa Hota Hai Magar Yeh Bacha To Teray Ghar Main Paida Hua Hai Aur Teri To Koi Misl Hi Nahi Hai :-)

Allah Hu Akbar

Us Waqt Zaroor Yehi Awaaz E Kudrat Aai Hogi Kay Aye Meray Habeeb Tum Pareshan Mat Hoo Hamara Usool Badla Nahi Hai Beshak Meri Koi Misl Nahi Hai Laikin Aaj Mainay Apnay Mazhar Ko Tumhari Duniya Main Bhejdia Hai Yeh Meray Ghar Main Aaya Hai To Tum Sabsay Kehdo Kay Iska Chehra Wajhullah Hai Iskay Haath Yadhullah Hain Aur Iski Zubaan Lisan Ullah Hai Jaao Kehdo Kay Woh Jiski Koi Misl Nahi Hai Yeh Moulood Uska Mazhar Bankar Aaya Hai Kay

Zaat E Wajib Ki Yeh Quran Main Nida Aati Hai

Main Lam Yalid Hoon Na Mujhko Qaza Aati Hai

Lam Yalid Par Mera Emaan Hai Ya Rab Laikin

Teray Ghar Say Kisi Bachay Ki Sada Aati Hai :-)



Posted By Shahid

Sadak Pe Ek Car khadi Hai Jisper likha Hai  Sayyada Fatema Zehra asws ka Haqqe   Hai Aur Unka Beta ( Imam e   asws) Hi P...
20/01/2023

Sadak Pe Ek Car khadi Hai Jisper likha Hai
Sayyada Fatema Zehra asws ka Haqqe Hai Aur Unka Beta ( Imam e asws) Hi Pyase Reh Gaye😭

Ek Sure Fatiha Ki Guzarish Hai Mere Walid Marhoom Hamid Hasan Khan Ibne Rafiq Hussain Marhoom
17/01/2023

Ek Sure Fatiha Ki Guzarish Hai Mere Walid Marhoom Hamid Hasan Khan Ibne Rafiq Hussain Marhoom

05/01/2023

Address

Guru Govind Singh Marg
Thane
400078

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Anjuman e Gulzar e Hashmi posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Place Of Worship

Send a message to Anjuman e Gulzar e Hashmi:

Share