Varada Hanuman

Varada Hanuman Aadhyatmik Sthan Jahan Aap Baithkar Kuch Samay Ke Liye Parmatma Mein Vilin Hone Ka Anubhav Prapt Kar Aaj bhi yahan Mali Samaaj ke long hi poja karte hain.

Mandir kitna purana va kabse hai, Iska koi anumaan nahi hai par lagbhag 400-500 sal pahle yahan ek gaon hua kartha tha jahan nagar brahman va mali jati ke log raha karte the. Mughal kalin shasan mein hue yudh mein yeh gaon ujad gaya aur yahan ke nagar brahman dusre gaono mein bas gaye. Mali jati ke bache do bhai bhi yahan ke pass hi ke gaon Raipuriya mein bas gaye, parntu yahan par birajit hanuma

nji ki bhavya Pratima ki pooja karne ve shani aur mangal ko nirantar aate rahe. Baad mein yahan se ek kilometer door purv disha mein chidarwal purohit samaaj ke longo ne yahan naya gaon basaya jo Varada Ke naam se jana jaane laga. Fir mali jaati ka ek bhai yahan Hanumanji ki pooja karne ke liye is gaon mein aakar bas gaya.

23/03/2026

Ahmedabad petrol crisis #

Jai Shree Ram
20/01/2026

Jai Shree Ram

Duniya aapki Raj aapka Sarkar aapki har jagah Taj hi Taj  bus mere Prabhu Meri unnati pay unnati karte Jana mere Hanuman...
19/01/2026

Duniya aapki Raj aapka Sarkar aapki har jagah Taj hi Taj
bus mere Prabhu
Meri unnati pay unnati karte Jana mere Hanuman Bajrang Bali
Jay Shri Ram

18/01/2026
Jai bajrang bali
18/01/2026

Jai bajrang bali

हे बजरंगबली दुर्दशा और दुर्गति को दूर करना और सद्बुद्धि के साथ भविष्य की कमियों को दूर करते हुए हमें उन्नति प्रदान करना ...
17/01/2026

हे बजरंगबली दुर्दशा और दुर्गति को दूर करना और सद्बुद्धि के साथ भविष्य की कमियों को दूर करते हुए हमें उन्नति प्रदान करना 🙏 जय श्री राम 🙏

हे दाता हमें इतनी बल बुद्धि और शक्ति देना जिससे हमारा भविष्य सुधर सके जय बजरंगबली
16/01/2026

हे दाता हमें इतनी बल बुद्धि और शक्ति देना जिससे हमारा भविष्य सुधर सके जय बजरंगबली

15/01/2026

Jai shree Ram 🚩🚩

Address

1km Away From Varada Villedge, On The Way Jalore-Sirohi State Highway. At-Post/Varada
Sirohi
307801

Telephone

+919116943055

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Varada Hanuman posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Place Of Worship

Send a message to Varada Hanuman:

Share