Jamat e Ahle Hadees Sandi Hardoi

Directions

Jamat e Ahle Hadees Sandi Hardoi ✨ Hamara Kaam:
•🕌 Taleem o Tarbiyat
•📖 Qur’an o Hadees ki dawat aur samajh
•🤝 Islahi kaam aur ummat ki ekta
•🌍 Islami bhai chara aur insaniyat ki khidmat

22/10/2026

🌙✨ तीसरा सालाना जलसा एवं अज़ीमुश्शान इजलास-ए-आम

मौहम्मदी मस्जिद, साण्डी, हरदीई में मरयोजित इस मुबारक जैलसे में तमाम उलमा-ए-किराम की आमद होगी।

16/10/2026

Murdah sunnat ko kisi ne zinda kr diya

04/10/2026

Aulad Ki Tarbiyat Aisi Karo Ke Marne Ke Baad Bhi Yaad Rakhe 🤲





01/10/2026

“Nabi ﷺ jab mayyit ko dafn karne se farigh hote to qabar ke paas kharay hote aur farmate: Apne bhai ke liye maghfirat ki dua karo aur uske liye sabit-qadmi ki dua karo, kyun ke ab usse sawal kiya ja raha hai.”

Hawala: Sunan Abi Dawud, Hadith 3221

27/09/2026

Maa Baap Ke Inteqal Ke Baad Unke Liye Dua Karna 🤲

23/09/2026

Janaze ki namaz mein Surah Al-Fatiha padhne bale imam se namaz padbaao

21/09/2026

Makkah per hamla makkah Ki Taraf Galat Nazar Wale Sun Lein! 🕋




19/09/2026

janaze ki namaz mein nek aur achhe logon ka shareek hona

Hazrat Ibn Abbas (RA) se riwayat hai ki Rasoolullah ﷺ ne farmaya:

“Jis Musalman ke janaze mein 40 aise log namaz padhein jo Allah ke saath kisi ko shareek na karte hon, Allah Ta’ala unki shafaat mayyit ke haq mein qabool farmata hai.”

Hawala: Sahih Muslim, Hadith 948

15/09/2026

Rasool ﷺ tumhein jo dein, woh le lo, aur jis se tumhe roke, us se rukjaao

Surah Al-Hashr (59:7)




13/09/2026

Tawheed mazboot kro namaz bachao 🤲

Address

Sandi
241403

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Jamat e Ahle Hadees Sandi Hardoi posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share