19/07/2026
Munazray Ka Challenge… Aur Phir U-Turn?
Assalamu Alaikum!
Munazray ka challenge khud diya gaya, lekin jab challenge qubool hua to baat badal di gayi.
📌 Kya waqai challenge sirf chand afrad ke liye tha?
📌 Kya “ham palla” wali shart baad mein lagayi gayi?
📌 Dhol ke maslay se hat kar doosre topics kyun laaye ja rahe hain?
Is video mein tamam baaton ko daleel aur waqiat ki roshni mein pesh kiya gaya hai.
🎥 Video ko zaroor dekhein, apni rai comments mein dein aur share karein.
M***i Muhammad Afzal Misbahi
***iMuhammadAfzalMisbahi