जो कुकर्मी लटकाए गए थे, उनमें से एक ने उसकी निन्दा करके कहा, “क्या तू मसीह नहीं? तो फिर अपने आप को और हमें बचा!” इस पर दूसरे ने उसे डाँटकर कहा, “क्या तू परमेश्वर से भी नहीं डरता? तू भी तो वही दण्ड पा रहा है,
लूका 23:39-40
और हम तो न्यायानुसार दण्ड पा रहे हैं, क्योंकि हम अपने कामों का ठीक फल पा रहे हैं; पर इसने कोई अनुचित काम नहीं किया।” तब उसने कहा, “हे यीशु, जब तू अपने राज्य में आए, तो मेरी सुध
ि लेना।”
लूका 23:41-42
उसने उससे कहा, “मैं तुझ से सच कहता हूँ कि आज ही तू मेरे साथ स्वर्गलोक* में होगा।”
लूका 23:43
jai Masih ki Vishvash krte hai aap Prabhu JESUS MASIH ji ke naam me bless hai brother aapne apni pic me salib lgaayi hui hai ye galt hai vchn me likha hai ke jab Prabhu JESUS MASIH ji ko kroos par chraya gya us smy 2 daaku bhi unke saath salib par chraye gye phle daaku ne Prabhu JESUS MASIH ji ko kha ke ydi Tu parmeshwar ka putr hai to apne aap ko bhi बचा aur hume bhi बचा Par jo dusra daaku thaa usne kha hum to apne gunaho ke kaarn saleeb par chraye gye hai Prabhu JESUS MASIH ki to koi glti bhi nhi hai
Dusre daaku ne jisne apne paapo ko maan liya usne Prabhu JESUS MASIH ji ko kha ke jb tu swarg me jaye to mujhe yaad krna parmeshwar ne usse kha ke aaj hi tu mere saath saarg lok me hoga Prabhu JESUS MASIH ji v swarg me chale gye vo daaku bhi aaj fir us salleb par kon hai jisne apni galti ko nhi maana jisne घमंड kiya to aaj aap kis ko gle me phnte hai kisko apni profile Par dikhate hai us daaku ko dikhate hai aap Prabhu JESUS MASIH ji ko nhi
Parmeshwar ne sbse jyada aadar apne vchn ko diya hai to isliye humne bhi vchn ko aadar dena hai usko पढ़ ke aur us vchn par chalkar iss facebook account par live vchn hota hai Thursday ko night 8vje se 9.30vje tk aur Sunday ko subh 10vje se 11 vje tak Brother ho ya aap sister mujhe nhi pta Ydi aap sachaai ko jaana chate ho to iss vchno ko sunna mt bhule Emmanuel Channel. App parmeshwar Prabhu JESUS MASIH ji ki sachai ko Humare youTube channel Par bhi Sun skte ho Humara youTube channel hai https://youtube.com/c/Emmanuelchannel
Yeh humare youTube channel ka link hai
Vchn smjh aaye to iss channel ko subscribe krna mtt bhulna Or bell icon Notification ko all me press kar lena ta ke hum jo bhi vchn upload krne uske baare me aapko pta lgta rhe Jai Masih ki
God Bless you