Shri Gorakshanath Mandir Trust Vahal navi mumbai maharashtra

Shri Gorakshanath Mandir Trust Vahal navi mumbai maharashtra address wahal ulwe nod navi mumbai To read Navnaath Story(kathasar) link-
http://navnath.net/home.html
(hindi,english,marathi)map link given on last tabs

Bagvan Shiv k aavtar Guru Gorashanath ji Bagvan navnath arthat bhagvab nav narayan mese ek hai . Adbhut yogi apne yog k samarth pe duniya k raje ban gaye hai . bhagvan gorashanath ji ka yah navi mumbai ka pratham mandir hai , Ye mandir Milid patil ji ne unke Guru k marg darshan se banaya hai. yah mandir ka parisar bahot prasanna aevam pavitra hai ,navi mumbai ka airport planning yaha ho raha hai

.yaha ke pavan shakti aur bhagvan guru Gorashnath ji ka jarur darshan lijiye
Bhagvan navnath ji me Machhendranath , Gorakshanath. Jalindernath, Kanifnath, Gahaninath, Bhartarinath, Revannath, Chharpatinath, Nagnath aate hai , tatha chauranginath adhabanginath aur minnath ji ka varnan Bhagvan Navnath ji kathasarme vistar se hai . ye sab yogi Bhagvan shiv aur Bhavan Gurudev dattatye k anugrah se bane hai pure Brahmand k sabse takadvar devta hai. har prakar k devi aur devta tatha bhut ,rakshaas inse suparichit hai. Apni kathor Tap sadhanase Bhagvan Navnath ji har prakar ki shakti ko prasanna kiya hai aur jo firbhi prasanna na hue uhne apne samrtha se prasanna kiya . iss prakarse bhagvan Navnta is Bhramand k malik hai....
Bhavan GURU Kanifnath ji ki sanjivnee samadhi nagar jhile me madhi gao me me hai tatha unki aajubaju ke gao me Bhagvan Jalindernath aur Bhagvan Machhidranth ji ki sanjivnee Samadhiya hai
rangpanchmike din waha ytra hoti hai...
thank you

श्री गोरक्षनाथाय नमः। आदेश ।।
07/05/2026

श्री गोरक्षनाथाय नमः। आदेश ।।

श्री गोरक्षनाथाय नमः
23/04/2026

श्री गोरक्षनाथाय नमः

ऊँ नमो आदेश।।
04/12/2025

ऊँ नमो आदेश।।

एक दिवसीय कावड यात्रा २ नोव्हेंबर २०२५
16/10/2025

एक दिवसीय कावड यात्रा २ नोव्हेंबर २०२५

16/10/2025
16/10/2025

Address

Wahal
Navi Mumbai (New Mumbai)
410206

Opening Hours

Monday 6am - 9pm
Tuesday 6am - 9pm
Wednesday 6am - 9pm
Thursday 6am - 9pm
Friday 6am - 9pm
Saturday 6am - 9pm
Sunday 6am - 9pm

Telephone

9773096227

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Shri Gorakshanath Mandir Trust Vahal navi mumbai maharashtra posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Place Of Worship

Send a message to Shri Gorakshanath Mandir Trust Vahal navi mumbai maharashtra:

Share

Category