माँ बिषहरी मंदिर नगरह बिहार

  • Home
  • India
  • Naugachhia
  • माँ बिषहरी मंदिर नगरह बिहार

माँ बिषहरी मंदिर नगरह  बिहार by Ram babu nagrah

Maa bishari mandir ki asthapna 1875 main Ramunagrah sigh ( Ram babu) ke dwara kiya gaya,,, bisahri ke nam ka artha hai bis+hari arthat bis ko harne wali or yahan yahi daiwik chamatkar aaj v dekhne ko milta hai,, agar sachee bhav ho to maa hamesha apne bjaktto ki manokamna purna karti hai or agar koi sarpa kat le to yahan aane se maa ke prati bishwas karne ke baad maa uske bish ko harkar naya jindgi pradan karti hai,,, jai Maa Bishahri"""

04/01/2026

Jahan chah hai wahi rah hai ,Jahan muski hai wahi asan hai ,bus man main viswas ho to safalta nishchit hai ... Rajeev Kumar Thakur

02/01/2026
02/01/2026

Man ki Murad pura karnewali maa ke charno main annat koti sah pranam baki jo bhi mere page ko like kare maa sada srvada ashish pradan kare yahi kamna karte hai...

Address

NAGRAH
Naugachhia
853204

Telephone

9460438835

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when माँ बिषहरी मंदिर नगरह बिहार posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Place Of Worship

Send a message to माँ बिषहरी मंदिर नगरह बिहार:

Share