Tajul Islam Madrasa

Tajul Islam Madrasa Ghousia Nagar, Mysore

27/07/2023
01/11/2018
17/09/2018
15/12/2016

🕋🌹🕋🌹🕋🌹🕋🌹🕋🌹🕋🌹
▶ Riwayat hai ki Huzoor ﷺ ne ek shakhs ko islam ki daawat di to usne kaha ki maiñ uss waqt tak aap par imaan nahi laa sakta jabh tak ki meri murda bacchi zinda na ho jaaye to Sarkar e Madina ﷺ ne farmaya tum mujhe uski qabr dikhao to usne apni ladki ki qabr dikha di.
▶ Huzoor Rehmatulil Aalameen ﷺ uss ladki ka naam lekar pukara to uss ladki ne qabr se nikal kar jawab diya ke Huzoor ﷺ maiñ aap ke darbar mein hazir hu phir Huzoor ﷺ uss ladki se farmate hai "kya tum phir duniya mein laut kar aana pasand karti ho ?"
Ladki ne jawab diya ki nahi Yaa RasoolAllah ﷺ aur kehti hai maiñe Allah ﷻ ko apne maa-baap se zyada meharban paaya aur aakhirat ko duniya se behtar paaya aur woh shakhs fauran iman le aaya.

​ # Zurkani Alal Mawahib, Jild 5, Safah 182.​
​ # Shifa Shareef, Jild 1, Safah 211.​

▶ Kya shaan hai mere Aaqa ﷺ ki aur kya ikhteyaraat hai aap ke aur aaj ke jaahil wahabi kehte hai Ma'azAllah Huzoor ﷺ ko ikhtiyaar aur ilm e gaib nahi tha.

▶ Abh bhi waqt hai sambhal jaye aur tauba kar le aise shakhs jo Huzoor ﷺ ke liye zarra barabar bhi bugz rakhte ho.

Issily Aala hazrat رضي الله عنه farmate hai

​​​ # Aaj le unki panah,​​​
​​​Aaj madad maang unse,​​​
​​​Phir naa manenge,​​​
​​​Qayamat mein agar maan gaya​​​

🕋🌹🕋🌹🕋🌹🕋🌹🕋🌹🕋

25/10/2016

💢AAP HI FAISLA KARO AISA KYUN….??????

✋Log –Logaun Ko Khade Khade Salamkarte Hain, Magar Nabi ﷺ Par Khade Hu Kar Salam Padhne Ko Haraam Kahte Hain.

👉Har Kalima Padhne Wala Agar Momin Hai Tu, Nabi ﷺ Ne Naam Le Le Kar Masjid E Nabuwi Se Kyun Nikala..??

🏡 Har Masjid Allah Ka Ghar Hai Tu,Allah Ke Hukam Se Nabi ﷺ Ne Masjid E Zarar Ko Kyun Munhamid (Giraya)..??

🚧Har Kalima Padhne Wala Momin Hai Tu Allah Ne Munafiqoun Ki Namaz E Janaza Padhne Se Kyun Mana Farmaya..??

Har Kalima Padhne Wala Mumin Hai Tu Shiya, Khadyani, Kharji Kafir Kyun..??

🚩Har Kalima Padhne Wala Jannati Hai Hai Tu, Nabi ﷺ Ne Kyun Farmaya Ke Meri Ummat Me 73 Firqe Hunge ,72 Jahannami, Aur 1 Jannati.

👐Qabar Ke Pass Hath Bhandh Kar Khada Hona Haaram Hai Tu Namaz e janaza k waqt murdon k saamne haath bhaand kar namaz padhna jaiz kyun..??

🚤Mazaron Par Chadar Chadhane Wala Qabar Pujwa Mushrik Hai Tu Inke Pichay Namaz Padhna, Salam Karna Aur Inkay Saath Nikha Karna Jaiz Kyun..??

📛Muqallideen ( Hanfi, Shafai, Maliki, Hambali) Taqleed Karne K Sabab Se Mushrik Hain.. Toh Mushirokon Se Nikah Karna Jaiz Kyun..?? ( Quran Me Hain Mushriqon Se Nikah Na Karo).

🌐Log Apne Makaan Apni Zameen Apni Jaidaad K Toh Malik Hain Magar Nabi ﷺ Kisi Cheez K Malik O Muqtaar Nahi Kyun..??

💥Baad Wafaat Ambiya AlaihiSalam Madad Nahi Kartay Hain Toh, 50 Waqt Ki Namaz Kyun Nahi Padhte.. Kyun K Hazrat E Musaa AlaihiSalam Ne Baad E Wisaal Hi 50 Waqt Ki Namaz Ko 5 Waqt Karaya.

🌵8 rakat Taraweh Sunnat Hain Toh Makkah Aur Madinah Me 20 Rakat Taraweh Kyun..?? ( Baat Baat Par Makkah Madinah Ka Hawala Dene Walon Jawab Do)

🌴Har Biddat Gumrahi Hai Aur Iska Karne Wala Jahannami Hai Toh, Zabar, Zaer, Pesh Wala Quran padhne wala Jannati Kyun..??

📚Bukhari, Muslim Tirmizi Ibne-Majah Ahadees Ki Saari Kitabein Nabi K Zamanay Me Nahi Thi, Jo Nabi ﷺ K Zamanay Me Nahi thi Wo Biddat Hai, Aur Biddat Ka Murtakib Jahannami. Inkay Likhne Walay Aur Iskay Padhne Wale Sabh Jahannami Hue K Nahi.??(Tumhare Fatwe K Mutabiq)

🍱Khaana Saamne Rakh Kar Quraan Ki Aayat Padhna Fateha Padhna Haram Hai Toh, Khaanay Se Pehle Bismillah Jo Quran Ki Ek Ayaat Hai Toh Padhna Jaiz Kyun..?? Inhay Chahiye K Khaana Pichay Rakh K Bismillah Padhein.

Talib e dua.
SNH.

07/03/2016

Ghareebon ko Nawazte hein Ghareeb Nawaz.
Hasratein Dil ki poori karte hein Ghareeb Nawaz.
Dard o Alam,Ranj o Gham Mitate hein Ghareeb Nawaz.
Ishq e Mustafa ka jaam pilate hein Ghareeb Nawaz.
Hasnain k sadqe lutate hein Ghareeb Nawaz.
Taiba Ka Ajmer se Baant te hein Ghareeb Nawaz.
Vun k darbar me jholiyan phailavo ghulamon.
Kisi ki Fariyad Nahi taalte hein Ghareeb Nawaz.
Syed Shariff ko yaqeenan phir eik baar.
Apne darbar pe bulate hein Ghareeb Nawaz.

07/03/2016
07/03/2016

Deposit your donations to our A/C 841220110000174 Bank of India Udaygiri Branch Mysuru.

07/03/2016

Tajul Islam Madrasa is Mantained and Manged By Tajul Islam Foundation.
I would like to request all sunni barailvi brothers to help us to help those who are in need.

You can deposit Your Donation To Our A/C No.841220110000174 Bank of India.

02/09/2015

Khatm kardo ananiyath ko apne dil se.
Rishta jodna hey gar khidmath e deen se.

Koee kaam aasan yahan nahi hota hey.
Jis ka dil saccha hey kamiyab vahi hota hey.

Madrasa Tajul Islam.Managed by Tajul Islam Foundation(R)
02/09/2015

Madrasa Tajul Islam.
Managed by Tajul Islam Foundation(R)

Address

Ghousia Nagar
Mysore
570019

Telephone

919900716289

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Tajul Islam Madrasa posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Place Of Worship

Send a message to Tajul Islam Madrasa:

Share

Category