Minhaj ul Quran International India Miraj

Minhaj ul Quran International India Miraj The Fan-Page of Minhaj ul Quran International India Miraj City,working for peace, love, Harmony &presenting true teachings of Islam. www.minhaj.in

With our main Headquarters in London, we have offices in Glasgow, Paris, Frankfurt, Milan, Barcelona, Oslo, Copenhagen, Amsterdam, Vienna, New York, Toronto, Mumbai, Sydney, Hong Kong, Tokyo and many more. Working in the fields of education, spirituality, social-welfare, interfaith and inter-cultural harmony and global peace from last 32 years!

Help and Feed the NEEDY..🙏🏼
10/04/2023

Help and Feed the NEEDY..🙏🏼

07/08/2022

Sayyeda Zainab Salamullahi Alaiha ki Shaan me 63 lines

Noor binte Noor Zainab
Badi Azmaton waali Zainab
Badi Izzaton waali Zainab
Badi Rif'aton waali Zainab
Badi Bulandiyon waali Zainab
Bade Gharane waali Zainab
Bade Manaqibo waali Zainab
Bade Fazaeelo waali Zainab
Bade Akhlaaqo waali Zainab
Bade Kamaalo waali Zainab
Bade Kirdaro waali Zainab
Bade Sabr o Shukr waali Zainab
Bade Karnamo waali Zainab
Bade Karamato waali Zainab
Bade Bado ki Maalika Zainab
Bade Auliya ki Aaqa Zainab
Bade Sabiron ki 'Sayyeda' Zainab

Allah ki Pyari Zainab
Mustafa ki Nawasi Zainab
Murtaza ki Zeenat Zainab
(Sayyeda) Zahra ki Tasqeen Zainab
(Sayyeda) Khadija ki Sakhawat Zainab
Hasan ki Izzat Zainab
Hussain ki Himmat Zainab
Abbas ki Taqat Zainab
Hamza ki Shuja'at Zainab
Sajjad ki Muhafiz Zainab
Sakina ki Phuphi Zainab
Shaam ki Faateh Zainab
Parde ki Azmat Zainab
SirateMustaqeem ki Raah Zainab
Quran ki Tafseer Zainab
Jannat ki Tasweer Zainab
Aun-o-Muhammad ki Jannat Zainab
Madina ki Maryam Zainab
Islam ki Sadaqat Zainab
Ahle Kisa ki Raza Zainab

Aal-e-Ibrahim ka Chirag Zainab
Aal-e-Muhamad ka Ujaala Zainab
Banu Hashim ka Fakhr Zainab
Abu Talib ka Jazba Zainab
Sher-e-Khuda ka Khutba Zainab
Qudrat ka Lehja Zainab
Shabbir ka Sahara Zainab
Panjatan ka Raaz Zainab
Karbala ka Sabr Zainab
Sarapa Shukr ka Naam Zainab

Tahiro me Tahira Zainab
Aabido me Aabida Zainab
Shakiron me Shaikra Zainab
Sabironme Saiba Zainab
Gaziyon me Gaziya Zainab
Sajidon me Sajida Zainab
Raqibon me Raqiba Zainab
Khashiyeen me Khashiya Zainab
Qaniteen me Qanitaat Zainab
Sadiqeen me Sadiqa Zainab
Mutasaddiqeen me Mutasaddiqa Zainab
Saayimeen me Saayima Zainab
Swaleheen me Swaleha Zainab
Muhsino me Muhsina Zainab
Illiyyeen me Aaliya Zainab
Saari Azmaton ke Sar ka Taaj Zainab

Alaihim Afdalus Salawatu Was-Salaam

[admin]

Sayyeda Aaisha Siddiqa RadiAllahu Anha ki Umr Nikah ke waqt 17 ya 19 baras thi NAA KE 6 ya 9 baras! "Is baat ko bahot uc...
28/05/2022

Sayyeda Aaisha Siddiqa RadiAllahu Anha ki Umr Nikah ke waqt 17 ya 19 baras thi NAA KE 6 ya 9 baras!

"Is baat ko bahot uchlaaya gaya hai ke Hadees Shareef me Sayyeda Aaisha Siddiqa RadiAllahu Anha ki Shadi ke waqt 9 saal umr batayi gayi hai jo aqal wa naqal ke ru se galat hai. Is se gair-muslimo balke padhe likhe musalmano ko bhi inkar e Hadees ka bahana mil gaya hai. Hamari tehqeeq ye hai ke Sayyeda Aaisha Siddiqa RadiAllahu Anha ki Umr Mubarak shadi ke waqt K*MSE K*M 17 ya 19 saal thi.

DALAEL (PROOFS):
Hazrat Aaisha Siddiqa RadiAllahu Anha ki badi behan Hazrat Asma binte Abi Bakr RadiAllahu Anhuma taweel umr Sahabiyat me se hain. Abdullah ibne Zubair RadiAllahu Anhu ki Walida Muhtrama hain. Badi Khuda raseeda, ibadat guzar aur bahadur khatoon, unki umr tamam muarrikheen (history writers) ne 100 saal likhi hai. Sayyeda Aaisha Siddiqa Salamullahi Alaiha unse 10 saal choti hain. Sayyeda Asma RadiAllahu Anha Hazrat Abdullah bin Zubair RadiAllahu Anhu ki Shahadat ke 5 ya 10 din baad faut huin (wafat paayin). Sanne wafat 73 hijri hai. Is hisab se Sayyeda Asma RadiAllahu Anha ki umr hijrat ke waqt 27 saal hui aur Sayyeda Aaisha Siddiqa Salamullahi Alaiha unse 10 saal choti hain to Aapki umr hijrat ke waqt 17 saal hui.
Agar Sayyeda Aaisha Siddiqa RadiAllahu Anha ki Rukhsati 2 Hijri ko maani jaaye to rukhsati ke waqt Aapki umr mubarak 19 saal hui.

Hawalajaat (REFERENCES) mulaeza ho:

"Asma Makka me awaeel-e-Islam me Musalman huin. Muhajareen mardo aurato me sabse aakhir faut hone waali hain (sabse aakhir me waafat paane waalin). Apni behan Sayyeda Aaisha RadiAllahu Anha se 10 saal badi thin."
-Ibne Kaseer, Al Bidaya wan Nihaya, 8/346, Taba (publication) Beirut.

"Makka Muazzama me 17 aadmiyon ke baad ibtedayi daur me Musalman hui. Aur Makka Mukarrama me Apne bete (Abdullah bin Zubair RadiAllahu Anhu) ki Shahadat ke 10 ya 20 din baad faut huin aur ye waqiya Maah e Jamadil Awwal 73 Hijri ka hai."
-Allama Ibne Hajar Asqalani, Tahzeeb ut Tahzeeb, 12/426, Taba Lahore.
-Imam Abu Jafar Muhammad bin Hareer Tabari, Tarikh ul Umam wal Mulook 5/31, Taba Beirut.
-Hafiz Abu Nuaim Ahmed bin Abdullah Asbahaani, Hilyatul Auliya wa Tabqatul Asfia 2/56, Taba Beirut.

"Sayyeda Asma binte Abu Bakr Siddiq RadiAllahu Anhuma Makka Muazzama me Qadeemul Islam hain. Aapne RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Ba'yat ki. Apne bete Abdullah bin Zubair RadiAllahu Anhu ki Shahadat ke chand din baad faut huin. Abdullah bin Zubair RadiAllahu Anhu ki shahadat baroz mangal 12 Jamadil Awwal 73 hijri ko hui hai."
-Waqedi, Tabqatul Kubra, 8/255, Taba Beirut

"Sayyeda Asma Sayyeda Aaisha (RadiAllahu Anhuma) se zyada umr ki thin. Baap ki taraf se sagi behan thi. Hijrat se 27 saal qabl paida huin."
-Imam Ibne Jauzi, Usaydul Gaabah fee Ma'arifatus Sahaba, 5/392, Taba Riyadh.

"Sayyeda Asma RadiAllahu Anha Makka Mukarrama me Ibtedayi Musalman huin, ibne Ishaaq ne kaha 17 insano ke baad. 100 saal umr paayin. Hijrat se 27 saal pehle paida huin."
-Shahabuddin Abul Fazl Ahmed bin Ali bin Hajar Asqalani, Al Isaba fee Tamyiz is Sahaba 4/230, Taba Beirut.
-Seerat ibne Hisham, 1/271 Taba Beirut
Allama ibne Aseer, al Kamil fee Tarikh, 4/358, Taba Beirut
-Allama Abu Umar Yusuf bin Abdullah bin Muhammad bin Abdaal Qurtabi, Al Istiyaab fee Asma al Ashaab ala Hamish al Asabah 4/232, Taba Beirut
-Hafiz Shamshuddin Muhammad bin Ahmed az Zahabi, Tarikh al Islam wa Dafyatal Mashaahir wal Islam 5/30, Taba Beirut
-Rauzul Unf Sharah Seerat ibne Hisham, 1/166, Taba Multan

Ye haqiqat bhi pesh nazar rahe ke
RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Hayat-e-Tayyeba me Sann-e-Hijri ka aagaz nahi hua aur Sann-e-Iswi ya kisi aur Sann ka Arab Muashre me ta'aruf ya chalan NA tha.
Ahle Arab kisi mashhoor tarikhi waqiye se saalon ka hisab rakhte they maslan waqiya e Ashaab e Feel se itna arsa pehle ya baad wagaira. Baqayeda sann e Hijri ka aagaz Hazrat Umar e Farooq RadiAllahu Anhu ne apne daur-e-khilafat me kiya aur uska aagaz saal hijrat se kiya.
Pehle sann e hijri, dusri sann hijri, teesri sann e hijri me kamse k*m imkaani muddat. Pehli sann hijri ka aakhri din yaani 30 Zil Hajj len aur dusri sann hijri ka pehla din yaani 1 Muharram, do sanno me waqfa ek din. Dusre rukh se dekhen pehli sann e hijri ka pehla din 1 Muharram, dusre sann e hijri ka aakhri din yaani 30 Zil Hajj, kul muddat 2 sala mukammal. Dono suraton me sann badal gaye magar ek taraf ek din mila aur dusri taraf purey 2 saal. Jab tak tarikh aur mahina mutayyan na ho ye fark baaki rehkar ibhaam paida karta rahega.

Aaj kal print media kitni tarakki kar chuka hai magar kitabon me, akhabaraat me, hadd to ye ke Quran-e-Kareem ki taba'at aur kitabat me galti hojati hai, pehla daur to haathon se kitabat ka daur tha, mumkin hai "Tees'a ashr" 19 saal umr mubarak ho magar kitabat ki galti se "Tees'an" yaa "Tees'a" yaani 9 saal baaki rehgaya aur aane waalo ne naqal dar naqal (copy karte karte) isi ko ikhtiyar karliya ke naqal karne waale aala darje ke imaandar, parhezgar, uloom wa funoon ke maahir, sahih wa saqeem me imtiyaz karne waale nihayat muhtaat log they. Wajh sukoot kuch bhi hona mumkin nahi. Haqaiq bahar haal haqaiq hote hain, unke chehre par gardo gubaar to pad sakta hai magar hamesha keliye usey maskh nahi kiya jasakta. Ahadees ki tamam kutub me aise tasamahaat ka izaala kiya jana chahiye taake bad-andesh ko zubaan-e-taan daraz karne ki himmat na rahe.

WAllahu wa Rasooluhu (SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam) Aalam bis Sawab."

-M***i Abdul Qayyum Khan Hazarvi

VERY IMPORTANTAaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam asal Milad e Pak ki tarikh 5 May 570 Isvi hai jo ke Monday ka d...
19/04/2022

VERY IMPORTANT
Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam asal Milad e Pak ki tarikh 5 May 570 Isvi hai jo ke Monday ka din tha, 12 Rabi ul Awwal thi aur hisab se Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam kul Umr Mubarak 63 Baras banti hai.
20 April 571 ko na 12 Rabi ul Awwal tha aur na he kul Umr Mubarak 63 baras banti hai.

Aaj kisiko 1/3rd Deen ke ahkaam pata nahi aur Unhe pura 2/3rd Deen pata tha. 8000 Sahaba Jinke Shagird they aur Jo M***i...
18/04/2022

Aaj kisiko 1/3rd Deen ke ahkaam pata nahi aur Unhe pura 2/3rd Deen pata tha. 8000 Sahaba Jinke Shagird they aur Jo M***iya-e-Aazam thin aur Jinhone ummat ko Panjatan Pak waali Hadees batayi.

Jinki Sadaqat aur Taharat ki Gawahi Khud Rabb-e-Kainat de, Wo Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ki Sabse Chahiti Biwi Habibati HabibAllah, Siddiqa bint al Siddiq, Ummul Momineen Hazrat Sayyeda Aaisha Siddiqa Salamullahi Alaiha ka Aaj Wisaal ka Din hai.

Aaqa SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ko Khush karna ho to Aap Salamullahi Alaiha ki Bargah me Khiraj-e-Aqeedat pesh karen

Allah Ta'ala Ummul Momineen ke sadqe sabki duaen kabool farma.

Allah Ta'ala ko Ashaab-e-Badr se Itni Muhabbat hai ke koi shakhs agar Badr ke Sahaba ke Naam Mubarak padhkar Unke Waseel...
18/04/2022

Allah Ta'ala ko Ashaab-e-Badr se Itni Muhabbat hai ke koi shakhs agar Badr ke Sahaba ke Naam Mubarak padhkar Unke Waseele se Allah Ta'aala se Dua kare to uski dua kabool hoti hai. (PDF link end pe)

Bismillahir-Rehman-Nir-Raheem
Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammadiw wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim
Allahumma Agisna Ya Giyasal Mustagasan bi Haqqi
Sayyiduna wa Nabiyyuna Muhammad SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam
Sayyiduna Hamza ibne Sayyeduna Abdul Muttalib Alaihi-Mussalam
Sayyiduna Ali ibne Sayyeduna Abi Talib al-Muhajiri Alaihi-Mussalam
Sayyiduna Abu Bakr Siddiq al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Umar ibnul-Khattab al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Uthman ibn-i Affan al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Talha bin Ubaydullah al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Zubayr ibn-i Awwam al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdurrahman bin Awf al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sa'd bin Abi Waqqas al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Said ibn-i Zayd al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abu Ubayda bin Jarrah al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ubayy ibn-i Ka'b al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ammar ibn-i Yasir al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Akhnas ibn-i Habib al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Arkam ibn-i Arkam al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna As'ad ibn-i yazid al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Anas Mawla Rasulillah al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Anas ibn-i Muadh al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Anas ibn-i Qatadat'al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Aws ibn-i Thabit al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Aws ibn-i Hawli al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Iyas ibn-i Aws al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Iyas ibn'il-Bukayr al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Bujayr ibn-i Abi Bujayr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Bahhath ibn-i Tha'laba al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Bara bin Ma'rur al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Basbasa bin Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Bishr ibn'il-Bara al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Bashir ibn-i Said al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Bilal ibn-i Rabah al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Tamim Mawla Hirash al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Tamim Mawla Bani Ghanam bin as-Silm al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Tamim ibn-i Yuar al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Thabit ibn-i Akram al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Thabit ibn-i Tha'laba al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Thabit ibn-i Khalid al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Thabit ibn-i Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Thabit ibn-i Hazzal al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Tha’laba bin Hatib al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Tha’laba bin Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Tha’laba bin Ghanama al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Siqf ibn-i Amr al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Jabir ibn-i Abdullah bin Riyab al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Jabir ibn-i Abdullah bin Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Jabbar ibn-i Sakhr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Jubr ibn-i Atik al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Jubayr ibn-i Iyas al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Hamza bin Abdil-Muttalib al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Harith ibn-i Anas al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Harith ibn-i Aws bin Rafi' al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Harith ibn-i Aws bin Muadh al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Harith ibn-i Hatib al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Harith ibn-i Abi Khazma al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Harith ibn-i Khazma al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Harith ibn-i Simma al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Harith ibn-i Arfaja al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Harith ibn-i Qays al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Harith ibn-i Qays al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Harith ibn'un-Nu'man ibn-i Umayya al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Haritha bin Suraqa al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu (SHAHEED)
Sayyiduna Haritha bin Nu'man al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Hatib ibn-i Abi Baltaa al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Hatib ibn-i Amr al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Hubab ibn-i Mundhir al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Habib ibn-i Aswad al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Haram ibn-i Milhan al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Hurays ibn-i Zayd al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Husayn ibn-i Harith al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Hamza bin al-Mumayyir al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Kharija bin Zayd al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khalid ibn-i al-Bukayr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khalid ibn-i Qays al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khabbab ibn'ul-Arat al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khabbab Mawla Utba al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khubayb ibn-i Isaf al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khidash ibn-i Qatada al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khirash ibn'is-Simma al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khuraym ibn-i Fatik al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khallad ibn-i Rafi' al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khallad ibn-i Suwayd al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khallad ibn-i Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khallad ibn-i Kays al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khulayd ibn-i Kays al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khalifa bin Adiyy al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khunays ibn-i Hazafa al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khawwat ibn-i Jubayr al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Khawli bin Abi Khawli al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Dhakwan ibn-i Ubayd al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Dhu'sh-Shimalayn ibn-i Abd Amr al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu (SHAHEED)
Sayyiduna Rashid ibn-i Mualla al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Rafi bin Harith al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Rafi' bin Ghunajda al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Rafi' bin Malik al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Rafi'ibn'ul-Muall al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu (SHAHEED)
Sayyiduna Rafi' bin Yazid al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Rib'iy bin Rafi' al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna ar-Rabi'ibn-u Iyas al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Rabia bin Aktham al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ruhayla bin Tha’laba al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Rifaa bin Harith al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Rifaa bin Rafi' al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Rifaa bin Abd'il Mundhir al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Rifaa bin Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Zubayr ibn-i Awwam RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ziyad ibn'is-Sakan al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ziyad ibn-i Labid al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ziyad ibn-i Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Zayd ibn-i Aslam al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Zayd ibn-i Haritha al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Zayd ibn'ul-Khattab al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Zayd ibn'ul-Muzayyan al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Zayd ibn'ul-Mualla al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Zayd ibn-i Wadia al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Salim Mawla Abi Huzayfa al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Salim ibn-i Umayr al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna as-Saib ibn-i Uthman al-Muhajiri (RA)
Sayyiduna Sabra bin Fatik al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Suraqa bin Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Suraqa bin Ka'b al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sa'd Mawla Hatib al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sa'd ibn'i Khawla al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sa'd ibn'i Haysama al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu (SHAHEED)
Sayyiduna Sa'd ibn'ur-Rabi al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sa'd ibn-i Zayd al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sa'd ibn-i Sa'd al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sa'd ibn-i Sahi al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sa'd ibn-i Ubada al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sa'd ibn-u Ubayd al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sa'd ibn-i Uthman al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sa'd ibn-i Muadh al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Suflan ibn-i Bishr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Salama bin Aslam al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sulaym ibn-ul-Harith al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Salama bin Salama al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Salit ibn-i Qays al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sulaym ibn-ul Harith al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sulaym ibn-i Qays al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sulaym ibn-i Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sulaym ibn-i Milhan al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Simak ibn-i Sa'd al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sinan ibn-i Abi Sinan al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sinan ibn-i Sayfi al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sahl ibn-i Hunayf al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sahl ibn-i Rafi' al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sahl ibn-i Atik al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sahl ibn-i Qays al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sahl ibn-i Wahb al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sahl ibn-i Rafi' al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sawad ibn-i Zarin al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sawad ibn-i Ghaziyya al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Suwaybit ibn-i Harmala al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Shuja' ibn-i Abi Wahb al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sharik ibn-i Anas al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Shammas ibn-i Uthman al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sabiyh Mawla Ab'l-As al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Safwan ibn-i Wahb al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu (SHAHEED)
Sayyiduna Shuhayb ibn-i Sinan al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Sayfi bin Sawad al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna ad-Dahhak ibn-i Haritha al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna ad-Dahhak ibn-i Abd-i Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Damra bin Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna at-Tufayl ibn-i Harith al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna at-Tufayl ibn-i Malik al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna at-Tufayl ibn-i Nu'man al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Tulayb ibn-u Umayr al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Asim ibn-i Sabir al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Asim ibn-i Adiyy al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Asim ibn-i Ukayr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Asim ibn-i Qays al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Akil ibn'ul-Bukayr al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu (SHAHEED)
Sayyiduna Amir ibn-i Umayya al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amir ibn-i Bukayr al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amir ibn-i Rabia al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amir ibn-i Sa'd al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amir ibn-i Salama al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amir ibn-i Fuhayra al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amir ibn-i Mukhallad al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amir ibn-i Yazid al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ayiz ibn-i Mais al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abbad ibn-i Bishr al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
OSayyiduna Abbad ibn-i Qays al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ubada bin Samit al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Tha’laba al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Jubayr al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Jahsh al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibnu'l-Jad al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn'ul-Humayyir al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn'ur-Rabi al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Rawaha al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Zayd al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Suraqa al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Salama al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Sahi al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Suhayl al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Sharik al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Tariq al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Amir al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Abd-i Manaf al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Urfuta al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Umayr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Qays bin Halid al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Qays bin Sayfi al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Ka'b al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Makhrama al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Mas'ud al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Maz'un al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdullah ibn-i Numan al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abd-i Rabb ibn-i Jabr al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdurrahman ibn-i Jabr al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abdat'al-Hashhash al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Abd ibn-i Amir al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ubayd ibn'ut-Tayyihan ay-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ubayd ibn-i Zayd al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ubayd ibn-i Abi Ubayd al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ubayda bin Harith al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Utban ibn-i Malik al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Utba bin Rabia al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Utba bin Abdullah al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Utba bin Ghazwan al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Uthman ibn-i Maz'un al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Ajlan ibn'un Nu'man al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Adiyy ibn-i Abi Zaghba al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ismat'ubn'ul-Husayn al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Usaymat'ul-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Atiyya bin Nuwayra al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Uqba bin Amir al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
-Sayyiduna Uqba bin Uthman al Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Uqba bin Wahb al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Uqba bin Wahb al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ukkasha bin Mihsan al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Umara bin Hazm al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Umara bin Ziyad al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amr ibn-i Iyas al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amr ibn-i Tha’laba al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amr ibn'ul-Jamuh al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amr ibn'ul-Harith al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amr ibn'ul Harith al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amr ibn-i Suraqa al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amr ibn-i Abi Sarh al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amr ibn-i Talq al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amr ibn-i Qays al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Amr ibn-i Muadh al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Umayr ibn-i Haram al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Umayr ibn'ul Humam al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu (SHAHEED)
Sayyiduna Umayr ibn'ul-Amir al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Umayr ibn-i Awf al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Umayr ibn-i Ma'bad al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Umayr ibn-i Abi Waqqas al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu (SHAHEED)
Sayyiduna Awf ibn'ul-Harith al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Uwaym ibn-i Saida al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Iyad ibn-i Zuhayr al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ghannam ibn-i Aws al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna al-Fakih ibn-i Bishr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Farwa bin Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Qatada bin Numan al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Qudama bin Maz'un al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Qutba bin Amir al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Qays ibn-i Mihsan al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Qays ibn-i Mihsan al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Qays ibn-i Mukhallad al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ka'b ibn-i Jammaz al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ka'b ibn-i Zayd al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Malik ibn-i Abi Hawli al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Malik ibn-i Abi Hawli al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Malik ibn'ud Dukhshum al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Malik ibn-i Rifaa al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Malik ibn-i Rifaa al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Malik ibn-i Amr al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Malik ibn-i Qudama al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Malik ibn-i Mas'ud al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Malik ibn-i Numayla al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Malik Mubashshir bin Abd'il-Mundhir al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu (SHAHEED)
Sayyiduna Mujazzar ibn-i Ziyad al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muhriz ibn-i Amin al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muhriz ibn-i Nasla al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muhammad ibn-i Maslama al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Midlaj ibn-i Amir al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Marsad ibn-i Marsad al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mistah ibn-i Uthatha al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mas'ud ibn-i Aws al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mas'ud ibn-i Khalda al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mas'ud ibn-i Rabia al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mas'ud ibn-i Zayd al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mas'ud ibn-i Sa'd al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mas'ud ibn-i Sa'd al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mus'ab ibn-i Umayr al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muadh ibn-i Jabal al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muadh ibn-i Harith al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muadh ibn-us Simma al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muadh ibn-i Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muadh ibn-i Mais al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ma'bad ibn-i Abbad al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ma'bad ibn-i Qays al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muattib ibn-i Ubayd al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muattib ibn-i Awf al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muattib ibn-i Kushayr al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ma'qil ibn-i Mundhir al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ma'mar ibn-i Harith al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ma'n ibn-i Adiyy al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Ma'n ibn-i Yazid al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muawwiz ibn-i Harith al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Muawwiz ibn-i Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mikdad ibn'ul-Aswad al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mulayl ibn-i Wabra al -Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mundhir ibn-i Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mundhir ibn-i Kudama al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mundhir ibn-i Muhammad al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Mihja' ibn'us-Salih Mawla Umar'ibn'ul-Khattab al Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu (SHAHEED)
Sayyiduna Nadr ibn-i Harith al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Nu'man ibn-i al-A'raj al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Nu'man ibn-i Abi Hazma al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Nu'man ibn-i Sinan al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Nu'man ibn-i Abd-i Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Nu'man ibn-i Amr al-Khazraji (RA)
Sayyiduna Nu'man ibn-i Malik al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Nawfal ibn-i Abdullah al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Waqid ibn-i Abdullah al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Waraqa bin Iyas al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Wadia bin Amr al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Wahb ibn-i Abi Sharh al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Wahb ibn-i Sa'd al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Hani'bin'Niyar al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Hubayl ibn-i Wabra al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Sayyiduna Hilal ibn-i Mualla al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Yazid ibn-i al-Akhnas al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Yazid ibn-i Ruqaysh al-Muhajiri RadiAllahu Ta'ala Anhu
Yazidi ibn-i Haram al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Yazid ibn'ul-Harith al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
Yazid ibn'us-Sakan al-Awsi RadiAllahu Ta'ala Anhu
Yazid ibn'ul-Mundhir al-Khazraji RadiAllahu Ta'ala Anhu
RADIALLAHU ANHUM AJMAEEN
Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammadiw wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim.

Pdf: https://archive.org/details/AshaabEBadrRadiAllahuAnhumAjmaeen

Address

Miraj
416410

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Minhaj ul Quran International India Miraj posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share