Khaanqaah e Barkaatiyah Marehra Shareef

Khaanqaah e Barkaatiyah Marehra Shareef Khaanqaah e Barkaatiyah , Marahra Shareef , District ETAH , Uttar Pradesh , INDIA

10 Moharram Sharif Yaum E Shahdat Sarkaar Imam Hussain Radiallahoanh aur Urs Muqaddas Sultan ul Ashiqeen Sarkaar Shah Ba...
26/06/2026

10 Moharram Sharif
Yaum E Shahdat Sarkaar Imam Hussain Radiallahoanh aur Urs Muqaddas Sultan ul Ashiqeen Sarkaar Shah Barkatullah Marehravi Radiallahoanh
AlFateha

101 वाँ उर्स ए क़ासमी बरकाती20-21-22 नवंबर 2026 को ख़ानकाहे बरकातिया (मारहरा शरीफ़) में मुनक़्क़िद किया जाएगा।
25/06/2026

101 वाँ उर्स ए क़ासमी बरकाती
20-21-22 नवंबर 2026 को ख़ानकाहे बरकातिया (मारहरा शरीफ़) में मुनक़्क़िद किया जाएगा।

25/06/2026

Urs e Qasmi Barkaati
20 , 21 , 22 November 2026

Marehra Muqaddasa me munaqid hoga

YAUM E WILADAT MUBARAK “Wa ‘ammaa bi niamati Rabbika fahaddis”(Aur apne rab ki nemat ka khoob  charcha kro)ALLAH KAREEM ...
14/06/2026

YAUM E WILADAT MUBARAK
“Wa ‘ammaa bi niamati Rabbika fahaddis”
(Aur apne rab ki nemat ka khoob charcha kro)

ALLAH KAREEM Ki janib se hum Barkaatiyo ko atakarda ne’mato me se 1 bht azeem Ne’amat SARKAAR USMAAN MIYA HUZUR ki zaat e wala hai.
Alhamdulillahi rabbil aalameen

MAULA KAREEM AAQA SALLALAHO ALAIHIWASALLAM ke Sadqe Hamare AAQA SARKAAR USMAAN MIYA HUZUR ka saya e Shafquat hum ghulamo per Daraz farmaaye .

12/06/2026

❤️

TaziyatnamaMaula Kareem Aaqa *ﷺ* ke sadqe hazrat maulana mubarak hussain misbahi sahab ke darajat buland farmaye
06/06/2026

Taziyatnama

Maula Kareem Aaqa *ﷺ* ke sadqe hazrat maulana mubarak hussain misbahi sahab ke darajat buland farmaye

25th May YAUM E WILADATSARKAAR RAFIQ E MILLAT..TAJDAR E MAREHRAJANASHIN E SARKAAR E NOORWARIS E MASNAD E BARKAATIYAAAQAY...
25/05/2026

25th May
YAUM E WILADAT
SARKAAR RAFIQ E MILLAT..

TAJDAR E MAREHRA
JANASHIN E SARKAAR E NOOR
WARIS E MASNAD E BARKAATIYA
AAQAYE NE’MAT
RAFIQ E MILLAT
SARKAAR NAJIB MIYA HUZUR ka YAUM E WILADAT SARKAAR ko Bahut Bahut Mubarak ho.
MAULA KAREEM AAQA SALLALAHO ALAIHIWASALLAM ke Sadqe BARKAATI aur Qadri SAYEBAN ko Salamat rakhkhe...Ameen



27vin Shab Masjid E BarkaatiJashan e Khatam e QuranKhaanqaah e Barkaatiyah Marehra Muqaddasa
17/03/2026

27vin Shab
Masjid E Barkaati
Jashan e Khatam e Quran
Khaanqaah e Barkaatiyah Marehra Muqaddasa

SARKAAR SUTHRE MIYA KI WASIYAT AUR KARAMAT.URS MUQADDAS26 RAMZAAN UL MUQADDASSIRAJ US SALIKEENSARKAAR AAL E BARKAAT SUTH...
15/03/2026

SARKAAR SUTHRE MIYA KI WASIYAT AUR KARAMAT.

URS MUQADDAS
26 RAMZAAN UL MUQADDAS
SIRAJ US SALIKEEN
SARKAAR AAL E BARKAAT SUTHRE MIYA
RADIALLAHOANH

SARKAAR SUTHRE MIYA HUZUR ne Wisaal se kuch saal pahle wasiyat Farmaayi ke MUJHE WALID E BUZURGWAAR ASAD UL A’ARFIN SARKAAR SHAH HAMZA AYNI RADIALLAHOANH aur DADA MOHTARM QUDWATUL KAMELEEN SARKAAR SHAH AAL E MOHAMMAD RADIALLAHOANH Ke Darmyan Dafan kiya jaye ..

AAPKE Wisaal ke baad jab Qabar Sharif Khodne ki tayyari hui to wahan itni jagah Darmyan me na thi ke Qabar ho sake. Lihaza Dusri jagah Qabar Sharif tayyar ki gyi. Jub DARGAAH E MUALLA me AAPKO dafan karne jaa hi Rhe the ke SARKAAR KHATIM UL AKABIR SARKAAR SHAH AAL E RASUL AHMADI RADIALLAHOANH dubara us jagah per gye Jaha ki Wasiyat SARKAAR SUTHRE MIYA SB. NE Farmayi thi to dekha ke indono MAZAR SHARIF Ke b**h Achchi Khasi jagah maujud hai...
SARKAAR SHAH AAL E RASUL AHMADI RADIALLAHOANH ne ye karamat tamam Hazreen ko dikhayi , jisse saaf malum hua ke DADA MOHTARM QUDWATUL KAMELEEN SARKAAR SHAH AAL E MOHAMMAD RADIALLAHOANH ka Mazar apni jagah se purab (East) ki taraf Sarak gya aur APNE LAKHT E JIGAR , RAHAT E JAAN SUTHRE MIYA SAHAB ke liye APNE aur APNE FARZAND SARKAAR SHAH HAZMA AIYNI RADIALLAHOANH ke b**h me jagah kar di hai.
Hazreen Is karamat ko dekh kar ta’jub me rah gye aur phir SARKAAR SUTHRE MIYA SB KO WALID E GIRAM AUR DADA MOHTARM ke b**h me dafan kiya gaya...

KAISE AAQAON KA BANDA HU RAZA,
BOLBAALE MERI SARKAARO KE💓💓💓

Address

Marahra

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Khaanqaah e Barkaatiyah Marehra Shareef posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share