Man Of Yeshua

Directions Website Contact the place of worship

Man Of Yeshua ~Praise the lord...
Jai masih ki...
please follow this page, God bless you~

Mata-pita ka adar karna Bible ki clear command hai, lekin parents ki bhi responsibility hai.Bible parents ko bachchon ko...
02/10/2026

Mata-pita ka adar karna Bible ki clear command hai, lekin parents ki bhi responsibility hai.
Bible parents ko bachchon ko provoke, hurt ya discourage karne ke bajay Prabhu ki shiksha mein paalne ko kehti hai.
Authority ke saath responsibility bhi aati hai.

01/10/2026

“1…2…3… FIRE!”

Zameen par girna, tadapna, rona, kaampna aur ajeeb physical manifestations ko automatically Pavitra Aatma se bharna mat samjho.

Holy Spirit ko manifestation se nahi, Vachan se test karo.

Bible kya kehti hai?
Kya Spirit-filled hone ka biblical evidence ye hai ki insaan control kho de?
Ya phir prem, shanti, sanyam aur Parmeshwar ke anuroop jeevan?

Jo bhi spiritual experience ho—Bible ke saamne lao.
Experience Vachan ke upar nahi hai.

Pavitra Aatma ke naam par har manifestation ko accept karna band karo.
Test all things.

29/09/2026

“Christian log zabardasti dharm parivartan karwate hain?”

Sawaal bada hai, to jawab bhi evidence ke saath hona chahiye.

Faith ko force nahi kiya ja sakta—na conversion ke naam par, na dhamki ke naam par.
Religion, Christianity, Church aur Dharm Parivartan par baat karo… lekin proof ke saath. ✝️

कलीसिया को दुनिया बदलनी थी, दुनिया की नकल नहीं करनी थी।“जगत के सदृश न बनो…” — रोमियों 12:2
27/09/2026

कलीसिया को दुनिया बदलनी थी, दुनिया की नकल नहीं करनी थी।
“जगत के सदृश न बनो…” — रोमियों 12:2

God is... ABCD - XYZ ❤️🔥
26/09/2026

God is... ABCD - XYZ ❤️🔥

Don't Worry Dear 🫂😊
25/09/2026

Don't Worry Dear 🫂😊

24/09/2026

“Tera Yeshu khud ko nahi bacha saka, tujhe kya bachayega?” — ye sawaal bahut log puchte hain. Lekin Jesus ka cross par marna unki haar nahi thi; wahi unke mission ka hissa tha. Aur Christianity ki kahani death par khatam nahi hoti—resurrection par hoti hai. ✝️

“Prabhu man dekhta hai” — bilkul. Lekin Bible ye bhi kehti hai ki hamari life, body aur choices bhi Prabhu ki glory dikh...
23/09/2026

“Prabhu man dekhta hai” — bilkul. Lekin Bible ye bhi kehti hai ki hamari life, body aur choices bhi Prabhu ki glory dikhani chahiye. ❤️

Holiness sirf dil mein nahi, life mein bhi nazar aani chahiye.

“तेरा यीशु तो 3 किलो में मर गया!”ऐसी बातें सुनना आसान है, लेकिन सवाल ये है — क्या सिर्फ दूसरे के विश्वास पर हँसना ही जवा...
22/09/2026

“तेरा यीशु तो 3 किलो में मर गया!”
ऐसी बातें सुनना आसान है, लेकिन सवाल ये है — क्या सिर्फ दूसरे के विश्वास पर हँसना ही जवाब है?
अगर किसी के धर्म या देवताओं की मृत्यु/मरण की कथाएँ ग्रंथों में लिखी हैं, तो उन्हें भी उसी ईमानदारी से पढ़ना चाहिए जिस ईमानदारी से हम यीशु मसीह के बारे में पढ़ते हैं।
इस पोस्ट में कृष्ण, गणेश और दक्ष से जुड़ी कथाओं को उनके संबंधित ग्रंथों के आधार पर रखा गया है।
अब फैसला भावनाओं से नहीं, ग्रंथ पढ़कर करो।
कमेंट में बताओ — क्या तुम इन passages को खुद पढ़ोगे?
Hinduism Krishna Ganesha Daksha Faith Truth BibleStudy

Address

Machhrehta

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Man Of Yeshua posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Place Of Worship

Send a message to Man Of Yeshua:

Shortcuts

Share

Category