26/04/2026
✨ Shri Narmadeshwar Sthapana Evam Vivaah Mahotsav 2026 ✨
Bhakti aur shraddha se bhara pavitra utsav, jahan aap sabhi ko Mahadev ji ka ashirwad prapt hoga 🙏
🔱 Bhavya Panch Kundiya Mahayagya
📖 Shrimad Bhagwat Katha Gyaan Yagya
📅 6 May 2026 se 15 May 2026 tak
📍 Sthal: Shri Mangalmay Chamatkari Dham, Vigyan Nagar, Kota
📖 Katha Sthal: Commerce College Prangan, Kota
⏰ 2 PM to 6:30 PM
🙏 Aap sabhi se nivedan hai ki iss divya आयोजन mein padharkar bhakti ras ka anand lein aur Mahadev ji ka ashirwad paayein.
📞 Contact: 8619816578