25/03/2025
Assalamualaikum,
Ramzan ke is babarkat mahine mein neikiyon ka ajar kai guna barh jata hai. Yeh ek sunehra mauqa hai Allah Paak ke ghar π ki tameer mein hissa lene ka aur sadaqah-e-jariyah ka sabab banne ka.
Ek unit sirf *βΉ500* hai. Aap se guzarish hai ke kam az kam 1 ya is se zyada units donate kar ke is nek kaam ka hissa banein.
Chhoti si madad bhi aap ke liye be-shumar ajar ka zariya ban sakti hai. Apna hissa aaj hi shamil karein!
*Note* : Please share payment details to this WhatsApp number *9133 12 25 26* for receipt.
JazakAllah Khair!