Hinglaj Mata Yuva Mali Seva Samiti - Jodhpur

Hinglaj Mata Yuva Mali Seva Samiti - Jodhpur शिक्षा का प्रसार एवंम एकत्रित हुए समस्त युवाओ द्धारा सामाजिक उथान के लिए समर्पित संस्था

11/06/2026

💐Hinglaj mata yuva mali seva samiti ki taraf se Samast sindh mali samaj evam MPL me padare sabhi mahanubhavo, matra shakti, behne evam bacho ka tahe dil se hardik adhar or dhanyawad ki apne apna kimti samay nikala or is tournament me padharkar iski shobha badai ap sabhi ka support or josh wakai kabile tarif tha MPL ki safalta ka sampurn shrey aap sabhi ko jata he kyuki samiti dwara kiye gaye is tournament or vyavstha me aap sabhi ne bharpur sahyog diya evam khiladiyo ka manobal badaya hamare samaj ke bhamashaho dwara ki g*i ghosnaye or support se pratek khiladi ka manobal dugna hogaya asha karte he ki apka margdarshan samiti ko hamesha uyhi milta rahega kisi ne ye socha nahi tha ki MPL ko is leval par aap sabhi ke dwara apnaya jayega or sarahana ki jayegi. Comentry box me baithy Harish gehlot or Vasu solanki evam haridass ne is turrnament ko bharpur romanchit kiya unka bhi abhar.
🙏Ek baar punah aap sabhi ka samiti ki or se dhanyawad..🙏

Best of luck.... All of you🙏
10/06/2026

Best of luck.... All of you🙏

🚩❤️🌹*MPL - Season-1* 🌹❤️🚩          ‐---------------‐-------    Hamare Samaj ke pehle (First) Circket Tornament "Mali Pre...
08/06/2026

🚩❤️🌹*MPL - Season-1* 🌹❤️🚩
‐---------------‐-------
Hamare Samaj ke pehle (First) Circket Tornament "Mali Premier League" *MPL* ka shubh aarambh *Shree Seth Madhu Mal ji Solanki* ke kar kamlu se kiya gaya jino ne sabhi khiladiyo ko hardik shubh kamnaen di. MPL ke pehle din hi samaj ke aap sabhe bhai bandhu apna kimti samay nikal kar samaj ke sabhi youva khiladiyou ka josh v hosla badhane ke liye badi sankhya me padhare, jis ke liye *Hinglaj Mata yuva Mali seva samiti* aap sabhe ka tahe Dil se aabhar vayakat karta he.

*Samaj ke MPL aayojan ko anushasan men rehte hue , safal, bhaviye v shandar banane me aap sabhi se umeed karte he taki bhavishiye me nav youva ko aage badhane v samaj vikas ke kariyou me gatee di ja sake* 👏👏👏

🌹Sab ka sath sab ka vikas🌹
*Hinglaj Mata yuva Mali seva samiti, Jodhpur*

🚩Jai ho Sant Likhmi Das ji Maharaj ke🚩       🌹Mali samaj ke Jai ho 🌹
06/06/2026

🚩Jai ho Sant Likhmi Das ji Maharaj ke🚩
🌹Mali samaj ke Jai ho 🌹

Tie schedule as per meeting Logo select as per team name automatically by Google
06/06/2026

Tie schedule as per meeting

Logo select as per team name automatically by Google

🙏🕉️ *Hardik Shardhanjali* 🕉️🙏         ---------------------------------    Hamare samaj men Jaisalmer ke jo ghatna hue v...
06/06/2026

🙏🕉️ *Hardik Shardhanjali* 🕉️🙏
---------------------------------
Hamare samaj men Jaisalmer ke jo ghatna hue vah atyant dukhad v jhakjhor kar dene wale hue,jis ko jis ne suna us ke aankgen nam hue .Parampita Permeshwer ke ichha ke aage kise ka jor nahen chalta.
Es dukhad ghatna men Shree Luna ram ji ke pariwar v Shree Harish Kumar ji Parihar ke pariwar par dukhu ka jo pahad tuta he,us men ham sabhe donu parivaru ke sath barabar ke shareek hen,or Parampita Permeshwer se Prathna karte hen ke Dewangat aatmaou ko Shanti den evam apne Shree Charnu men uchit Asthan pardhan karen or pariwar jan ko es a sehniye Dukh ko sehan karne ke Shakti pardan karen.

Om Shanti Om
🙏🙏🙏
Hinglaj Mata yuva Mali seva samiti,Jodhpur

Address

Shankar Nagar
Jodhpur
342001

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Hinglaj Mata Yuva Mali Seva Samiti - Jodhpur posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share