RAZA masjid shahid GANJ

RAZA masjid shahid GANJ Raza Masjid, Shahidganj, Jamui, Bihar
� Peaceful place of worship
� Jumma | Eid |Daily prayers

07/05/2026

Raza Masjid

23/04/2026

Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh 🤲🕌
Raza Masjid Shahidganj ki tameer jari hai… ✨
Video ke pichhe aap masjid ko bante hue dekh sakte hain. Gaon ke log apni taraf se puri mehnat kar rahe hain, lekin abhi chhat ki dhalai (roof casting) baaki hai — jo InshaAllah chand dino mein hone wali hai.
Yeh ek nek kaam hai, aur aap sab bhi isme apna hissa daal kar sawab hasil kar sakte hain 🤲
Video mein diye gaye QR code ke zariye aap apni haisiyat ke mutabiq donate kar sakte hain.
👉 Chhota ya bada — har contribution qeemti hai
👉 Masjid ki tameer mein hissa lena Sadaqa-e-Jariya hai
Allah aap sab ke maal mein barkat de aur is nek kaam ko qabool farmaaye. Ameen ❤️

Zakat Sadaqah MosqueConstruction HelpForMasjid CrowdfundingIndia DeenKaKaam MasjidDonation UmmahSupport Blessings QRDonate Jamui Bihar

03/02/2026
02/02/2026

Raza Masjid minar taameer ke liye madad karein 🤲 agar nahi to share zarur karein 🕌 sabko barkat Allah ajr de Aameen 🤍





DuaMeYaadRakhein
ShareKarein
AllahKaGhar
ReelsViral
Ummah

السلام علیکم ورحمة الله وبرکاتهजो अज़ीज़ भाई/बहन ने रज़ा मस्जिद (शहीदगंज) की तामीर में ₹100 या ₹500 का योगदान दिया —अल्लाह ...
30/06/2025

السلام علیکم ورحمة الله وبرکاته
जो अज़ीज़ भाई/बहन ने रज़ा मस्जिद (शहीदगंज) की तामीर में ₹100 या ₹500 का योगदान दिया —
अल्लाह तआला आपके इस नेक अमल को कुबूल फरमाए।

🌙 आपने सिर्फ पैसा नहीं दिया,
बल्कि जन्नत की तामीर में हिस्सा लिया है।
हर नमाज़, हर सजदा, हर तिलावत में
आपका हिस्सा दर्ज होगा, इंशा अल्लाह!

🤲 "اللهم اجعل هذا صدقة جارية، وتقبله منا يا أرحم الراحمين"
"ऐ अल्लाह, इसे सदक़ा-ए-जारीया बना दे और कुबूल फरमा, तू सबसे ज़्यादा रहम करने वाला है।"

📜 रसीद के लिए अपना नाम और जगह कॉमेंट/मैसेज करें।

جزاکم اللہ خیرا و احسن الجزاء
#₹100SeBhiSawab #₹500KaNekiKaSafar




#₹100SeSawab
#₹500KaNekiKaSafar







🕌 Assalamualaikum wa Rahmatullah 🌙Ye hain Raza Masjid Shahidganj ke Imam sahab, jo saalon se sabr, ikhlaas aur lagan se ...
26/06/2025

🕌 Assalamualaikum wa Rahmatullah 🌙

Ye hain Raza Masjid Shahidganj ke Imam sahab, jo saalon se sabr, ikhlaas aur lagan se masjid ki khidmat kar rahe hain।
Namaz ho ya dars, har waqt Allah ke ghar ka moazzin aur rehnuma bane rahe 🙏🏻
Inka saath aur rehnumai hum sab ke liye ek barkat hai 💫
Dua karein ke Allah ta'ala inki sehat aur zindagi mein barkat ata farmaye 🤲🏼
Aur humein bhi deen ki khidmat ka jazba de!
💫 .❤️🤍❤️. 💫 .


Assalamualaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu 🌙रज़ा मस्जिद मीनार की तामीर में अपना कीमती योगदान देने वाले तमाम भाइयों का...
25/06/2025

Assalamualaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu 🌙

रज़ा मस्जिद मीनार की तामीर में अपना कीमती योगदान देने वाले तमाम भाइयों का तहे दिल से शुक्रिया 🤲🏼। आप सबकी मदद अल्लाह के घर में लग रही है — ये सिर्फ एक ईंट नहीं, बल्कि आपकी नेक नियत की मिसाल है। अल्लाह तआला आप सबके माल और हाल में बरकत दे। नीचे रसीद अटैच है ✅

जिन भाईयों ने नाम या पता नहीं भेजा है, कृपया कमेंट या मैसेज में जरूर लिखें ताक़ि सही से तस्दीक हो सके।
جزاکم الله خیراً ❤️




Raza Masjid – Tamir-e-Minar, Shahidganj 🕌Allah ke ghar ki tamir mein apna hissa zarur dein!Shahidganj mein Raza Masjid k...
19/06/2025

Raza Masjid – Tamir-e-Minar, Shahidganj 🕌

Allah ke ghar ki tamir mein apna hissa zarur dein!

Shahidganj mein Raza Masjid ka minar ban raha hai, aur aapki chhoti si madad is bade kaam ko mukammal bana sakti hai.
Ye sadqa-e-jariyah ka behtareen moka hai – jo qiyamat tak aapke liye sawab ka zariya banega.

📿 Ek eet bhi daal kar aap ban sakte hain is masjid ke buniyadi rukun.
🧱 Tamir ka har hisa aapke naam ho sakta hai.

🤲 Aaiye, mil kar Allah ke ghar ki roshni banayein!

📌 Location: Shahidganj jamui Bihar 811307📤 QR Code se donate karein ya comment mein apna naam aur sheher likhna na bhoolein, taki receipt aur dua pahuncha sakein.












🕌 Raza Masjid, Shahidganj – Jamui (Bihar)📢 Minar ki tameer ke liye aap sabhi se appeal hai!इस बार, हम Raza Masjid Shahid...
18/06/2025

🕌 Raza Masjid, Shahidganj – Jamui (Bihar)
📢 Minar ki tameer ke liye aap sabhi se appeal hai!

इस बार, हम Raza Masjid Shahidganj के Minar की तामीर के लिए crowdfunding कर रहे हैं।
Masjid sirf imarat nahi — yeh imaan ka markaz hoti hai.
Aur Minar, us markaz ki shaan aur pehchaan hai.

🧱 Ek eent se ibadat shuru hoti hai
💸 Chahe ₹100 ho ya ₹5000 —
Har ek rupya sawab-e-jariya ban ke aapke naam likha jayega.

📲 Donate karne ke liye:
👉 हमारे profile पर जाकर QR Code scan करें
📷 Wahan se aap asaani se apna sadqa ya donation bhej सकते हैं

🤲 Aap se darkhwast hai:
💬 Comment mein apna naam likh kar batayein — “Main is nek kaam mein shamil hoon”

📢 Apna video/status/share karna mat bhooliye —
Kyuki ho sakta hai aapka ek share, kisi aur ke dil ko jaga de.

✨ Raza Masjid ka Minar — aapke jazbe se banega, insha’Allah!

🏷 #

RAZA MASJID SHAHIDGANJ 2018
17/06/2025

RAZA MASJID SHAHIDGANJ 2018

Address

Raza Masjid Shahidganj Jamui
Jamui
811307

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when RAZA masjid shahid GANJ posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share