21/06/2025
WARIS E HASHEEN
Khuda ka razdan akhi o jan e jan wasi e mustafa h murtuza Ali
Nabi ka jan nasheen siraat e mustakeem arab ka badshah h murtuza Ali
Jiski amad ki khatir khuda ne chak qaba kia tha
Ankh kholi to deed e Muhammad jiski pehli giza thi
Naam jiska Ali khud khuda rakha ma ne haidar kaha
Luaab e mustafa bani sheeri giza buland ibtida h murtuza Ali
H ada jiski qur,aan jesi jispe naza h haq bhi
Jiski kuwwat ka duniya me shani koi duja nahi h
Shah e Badar o uhad khandak khaibar sikan kulle iman wahi
Sahib e Zulfiqar Deen e haq ka waqar or shah e lafata h murtuza Ali
Pust e sarwar me haidar ko dekha or mubahla me dekha
Kabhi tat,heer ki chadaro me khum ke mimbar me dekha
Noor e rabbe jali ahlebait e nabi or wazeer e nabi
Me andha to nahi ae andho dekh lo kahan kahan dikha h murtuza Ali
Jinse naraz zehra ali ho lakh Sajde kare wo
Lakh duniya use mil bhi Jaye lanati hi rahe wo
Rab ki narazgi mustufa ka Gazab jinse masrood h
Khuda ka rasta nabi ka wasta riza e kibriya h murtuza Ali
Ishq e haidar me nadan aariph had se age na barhna
Log fatwe lagayenge tujhpe bugz e haidar h jinme
Ahlebait e nabi kashti h nooh ki yahi caul nabi
Mawaddat tu nibha tujhe duniya se kya tera to rehnuma h murtuza Ali
खुदा का राज़्दां अखी ओ जान ए ज़ां वसी ए मुस्तुफा है मुरतुज़ा अली
नबी का ज़ांनशीं सिरात ए मुस्तकीम अरब का बादशाह है मुरतुज़ा अली
ज़िस्की आमद की खातिर खुदा ने चाक काबा कीय़ा था
आँख खोली तो दीद ए मुहम्मद ज़िस्की पेहली गिज़ा थी
लुआब ए मुस्तुफा बानी शीरीं गिज़ा बुलंद इबतिदा है मुरतुजा अली
है अदा ज़िस्की कुरआन जेसी जिसपे नाज़ां है हक़ भी
जिसकी कूववत का आलम मे शानी कोई दूजा नही है
साहिब ए जुल्फिकार दीन ए हक का वकार और शह ए लाफताह है मुरतुजा अली
पुस्त ए स़रवर मे हैदर को देखा और मुबाहला मे देखा
कभी ततहीर की चादरों मे खुम के मिम्बर मे देखा
मे अंधा तो नही ए अंधो देख लो कहां कहां दिखा है मुरतुज़ा अली
जिनसे नाराज़ ज़ेहरा अली होँ लाख सज़दे करे वो
चाहे दुनिया उसे मिल भी जाये लानती ही रहे वो
खुदा का रास्ता नबी का वास्ता रिज़ा ए किबरिया है मुरतुज़ा
इश्क हैदर मे नादान आरिफ हद से आगे ना बड़ना
लोग फतवे लगायेंगे तुझपर बुग्ज़ ए हैदर है ज़िनमे
मवद्दत तू निभा तुझे दुनिया से क्या तेरा रहनुमा है मुरतुज़ा अली
Haq maula murshid pak alaihissalam
Agar mere kalam apko pasand aye to
Like comment n share zaroor kia kare
Shukriya jazakallah haq maula