Pooj Samadha Ashram Indore

Pooj Samadha Ashram Indore Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Pooj Samadha Ashram Indore, Religious organisation, Indore.

01/06/2022

Jai Samadha

SANDESH: “Nimerta aur shardha wo gun hai jo har haal mein Guru ko reejhane mein madad karte ha. Eshwar ke samne hushyari karne ki koshish karenge tou khud ko nakaam hi payenge”

Samadha Ashram

02/05/2022

Jai Samadha

SANDESH: "Jeevan mein safalta k liye amal ke sath sath gyaan ki verkha sbse ehem hai"

Sari sangat khe Chand Raat jun wadhayun aye Ashirwad!

27/04/2022

Jai Samadha

SANDESH: "Naam aur shewa Eshwar ko paane ki ek seerhi (stair) hai aur yehi seerhi atma ko apne asal maqsad ki taraf lejati hai"

Samadha Ashram

JAISAMADHA Yestrday 25.4.2022 PUJ.SAMADHA ASHRAM INDORE ME PAPU MAMA KE SATH YUVA MANDAL INDORE KE SATH MEETING HUI 🙏🙏
26/04/2022

JAISAMADHA
Yestrday 25.4.2022 PUJ.SAMADHA ASHRAM INDORE ME PAPU MAMA KE SATH YUVA MANDAL INDORE KE SATH MEETING HUI
🙏🙏

26/04/2022

Jai Samadha

SANDESH: "Kalyugi tareef aur gila ke fikar me beth jayenge to kabhi aage ni barh payenge. Khud ko mazboot banayen aur ache bure ka farq samjhe"

Samadha Ashram

20/04/2022

Jai Samadha

SANDESH: "Kabhi bhi yeh soch kr khud ko peeche na kro k men Simran ke laiq nahi, kabhi kabhi sachi chah aur shardha bhi manush ko laiq bana deti hai"

Samadha Ashram

18/04/2022

Jai Samadha

SANDESH: "Jab kisi karya mein asafalta mile tou bhi vishwas rkhen k is baat mein bhi koi na koi raaz chupa ha"

Samadha Ashram

13/04/2022

Jai Samadha

SANDESH: “Parmatma ko dhundoge tou har taraf, har cheez mein wohi milega bas zarurat hai tou apne mann se agyanta ki leher mitane ki”

Samadha Ashram

10/04/2022

Jai Samadha

SANDESH: “Satsung ki ghari sabse utam hai. Hum agar us samaye shewa ya ache karam nahi bhi kar rhe tou kam se kam bure karmo se tou door hain”

Samadha Ashram

09/04/2022

Jai Samadha

SANDESH: “Sansar humein jawani mei roohani jeevan bhulane p majboor krta hai phr burhape ke samaye pachtave ke siwa kuch nahi rehta. Saavdhan rahe aur yeh ghari zaya na karen”

Samadha Ashram

08/04/2022

Jai Samadha

SANDESH: “Laksh ko paane ke liye mehnat anivaary hai. Agar hum chahte hain k hamare jeevan mein gyan ka parkash ho tou humein sach ki raah pr chalna parega jiski asal bunyad SatGuru ka naam hai”

Samadha Ashram

07/04/2022

Jai Samadha

SANDESH: “Pribhu-Parmatma ki ustati aur dusron ki zindagi mein asaani paida krna hi hamare jeevan ka asal maqsad hai”

Samadha Ashram

Address

Indore
452001

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Pooj Samadha Ashram Indore posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share