09/09/2024
Dua Ibadat Ka Magj Hai ||
"Dua aur ibadat insani zindagi ka asal maqsad hai. Yeh sirf lafzon ka silsila nahi, balke dil ki gehraiyon se Allah ke saath taalluq ka izhaar hai. Dua mein insaan apne Rab se guzarish karta hai, aur ibadat uska hukam bajalata hai. Yehi woh magj hai jo rooh ko sakoon aur zindagi ko rahnumai deta hai. Har pal apni ibadat aur duaon mein Allah ko yaad rakhna humari zindagi ko barakat se bhar deta hai."