Gori Shankar Ji Maharaj Mandir Dham - KHOKSARhoshangabad

Gori Shankar Ji Maharaj Mandir Dham - KHOKSARhoshangabad Gori Shankar Ji Maharaj Mandir Dham - Khoksar,Gram Khoksar distric-Hoshangabad Post-gunora Mai hai.

Shri Dadaji Gori Shankar Ji Maharaj Mandir Dham - Khoksar , pavitra dham hai.shri dadaji gorishankar ji maharaj bade dadaji hai jo KHANDWA WALE DADAJI SHRI DUNIWALE DADAGI KE GURUJI HAI.Shri Dadaji Gori Shankar Ji Maharaj ji ne apne sarir ka tyag kar gram khoksar mai apni samadi grahan ki the jo bhot saalo se yahan gram khoksar mai hai..ye bhot pavitra dham hai yahan dur dur se sradaalu,bhakt jan aate hai jo darsan maatra se unke saare paap nast ho jate hai or unki manokamna puri hoti hai..SHRI DADAJI KA DHAM HOSHANGABAD SE HARDA ROAD PAR SABALKHEDA GAON SE 10KM GRAM TAALNAGRI ROAD SE AANE PAR GUNORA BUS STAND SE ANDAR 4KM CHALTE HUYE GRAM KHOKSAR AATA HAI JAHAN SHRI DADAJI KI SAMADHI STHIT HAI.

Address

गौरीशंकर जी महाराज मंदिर धाम, खोकसर जिला-होशंगाबाद (मध्यप्रदेश)
Hoshangabad
461001

Telephone

9907449184

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Gori Shankar Ji Maharaj Mandir Dham - KHOKSARhoshangabad posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Place Of Worship

Send a message to Gori Shankar Ji Maharaj Mandir Dham - KHOKSARhoshangabad:

Shortcuts

Share

Category