Madina Bulalo AAQA (sallalahu alaihi wasallam)

Madina Bulalo  AAQA (sallalahu alaihi wasallam) ISLAM Need your help to grow up...

09/04/2016

Kuch aisi kashish he tujh me aye Shehr E Madina,

Hazri sau baar ho hasrat nahi jati.

22/10/2015

Ye muftiyan e deen se kehti hai KARBALA,

Bidat usi ka nam lena hai jo jeena sikha gaya ?

Tumse toh ek BABRI MASJID na bach saki ,

Mera HUSSAIN (ALAIHIS SALAAM ) saari shariat bacha gya ..

09/10/2015

Mere bas mai kuch nhi hai ...
AAQA صل اللہ تعالی علیہ وسلم TERE bas mai qul jahan hai ....

Mera dard bhi bata de ,
sabka batane wale ...

12/07/2015

Asslam O Aalikum..
Jo jo ye post read kry Wo Parh k Cmnt mn jo number Likha ho us sy nxt numbr likh day ...
Jazak ALLAH khair :) :)

09/07/2015
13/05/2015
12/05/2015

Hadees E Paak📗
Hazrate Abu Waalid Laisi Razi Allahu Anhu Se Marwi Hai Ki Jab
Huzoor Sallallahu Alaihay Wasallam Par Wahi Naazil Hoti Toh Hum Sikhne Ki Garaz Se Haazir Hote ,
Ek Martaba Hum Haazir Hue Toh Aapne Farmaya,
✏Allah Taala Farmata Hai , Hamne Maal Wa Daulat, Namaz Wa Zakaat Ki Adayegi Ke liye Diya Hai.
✏Agar Insan Ko Sone Gold Ki Waadi Ghaati Mil jaye Toh Wo Dusri Ki Aarzu Karega,
✏Agar Dusri Miljaye Toh Tisri Ki Tamanna Karega !
✏Insan Ke Pait Ko Qabr Ki Mitti Hi Bhar Sakti Hai.
✏Aur Allah Taala Har Tauba Karne Wale Ki Tauba Qubul Karleta Hai
📚 Mukashifatul Qulub, Page-216📚

12/05/2015

Dunya mujhe roz todti hai ...
ALLAH mujhe roz jorta hai ...

Address

S.s.road
Gauhati
781001

Telephone

+918011435639

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Madina Bulalo AAQA (sallalahu alaihi wasallam) posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category