22/01/2026
2 Shaban Urs Mubarak
Hazrat Imam ul Muslimeen Imaam e Aazam Nauman bin Sabit Al Maroof Imam Abu Hanifaؓ
Imam-E-Aazam Abu Hanifaؓ Jis Waqt Madina Munawwarah Mein Huzoor E Akram ﷺ Ke Roza E Aqdas Par Yeh KahKar Salaam Pesh Kiya-
Ya Syed Ul Mursaleen Toh Jawab Mila Ke
Walaikum Assalaam "Ya Imam Ul Muslimeen"
📘(Tazkiratul Auliya Safa No.126)
Ghour talab hai ki Hazrat Shaykh Abdul Quddoos Gangohi ؒ ka shajra e nasab Hazrat Imam e Azam Abu Hanifa se jakar milta hai jo is tarah hai:
🔹 Hazrat Imam Nauman bin Sabit Al Maroof Imam Abu Hanifaؓ
🔹Hazrat Imam Khwaja Ahmad Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Tahir Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Imam Khairuddin Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Imam Hamid Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Jafar Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Daud Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Najam-ud-Deen Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Saaduddin Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Nasiruddin Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Fazal'ullah Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Umar Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Is'haaq Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Usman Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Abdul Ghani Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Abdul Qadir Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Abdul Waseh Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Ahmad Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Zahiruddin Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Khwaja Aadam Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Nizamuddin Al-Naumani ؒ
🔹Hazrat Shaykh Nasiruddin Al-Naumani ؒ
🔹Sani e Imam Abu Hanifa Hazrat Makhdoom Shaykh Safi-ud-Deen Al-Naumani Ashrafi Rudaulvi ؒ (Khalifa e Khas Hazrat Makhdoom Ashraf Jahangir Simnani Kichauchvi ؒ )
🔹Hazrat Shaykh Ismail Al-Naumani Ashrafi Rudaulvi ؒ
🔹Hazrat Qutab e Aalam Shaykh Abdul Quddoos Al-Naumani Chishti Gangohi ؒ
Hazrat Shaykh Abdul Quddoos Gangohiؒ ke jadde Aala Imam E Aazam Abu Hanifaؓ ke Urs Mubarak ki Aalam e insaniyat ko purkhuloos Mubarakbad..
Posted by: Team Bab e Quddusiya
Ba hukm: Sajjada Nasheen Gangoh Shareef