28/08/2021
Bhaiyo iss mandir ke Vikas evam isse Vabya banane ke liye tatha isse baba Baidyanath dham Mandir ke tarah lokpriya banane ke udhysa se mere sath milkar kar kam kare.
Apna sahyog de,apne sujhao de taki ham apne udhysa me kamyab ho.
Yaha mai apko bata du ki mai issi gao jahan ye mandir hai ka rahne wala hu.