Jamat Raza e Mustafaﷺ Dhora-ji

Jamat Raza e Mustafaﷺ Dhora-ji Maslak e A'ala Hazrat Zindabaad

Waris-e-Uloom-e-Aala Hazrat, Nabira-e-Hujjatul Islam, Janasheen-e-M***i-e-Azam, Jigar Gosha-e-Mufassir-e-Azam, Shaykh-ul...
25/04/2026

Waris-e-Uloom-e-Aala Hazrat, Nabira-e-Hujjatul Islam, Janasheen-e-M***i-e-Azam, Jigar Gosha-e-Mufassir-e-Azam, Shaykh-ul-Islam wal-Muslimeen, Taj-ush-Shariah, M***i Muhammad Akhtar Raza Khan Hanafi Qadri Noori Razvi Rahmatullahi Ta'ala Alayh ki wiladat 26 Muharram-ul-Haram 1362 Hijri mutabiq 2 February 1943 baroz Mangal Bareilly Sharif mein hui.

Aap bilashuba apne ahad ke sab se zyada qad-aawar, ilmi, muttaqi, muhtaram, mukarram, mehboob aur ba-asar shakhsiyat mein se thay. Aap bohot bade Ashiq-e-Rasool ﷺ, mutabahhir aalim, azeem muhaqqiq, mahir faqeeh, maya-naaz shayar, behtareen musannif, muhtat mutarjim, taqwa-o-istaqamat ke paikar, yaadgar-e-aslaf, haq-o-sadaqat ke alam-bardar, sahib-e-basarat, azeem roohani shakhsiyat, aur jami' fazaail-o-kamalat thay.

7 Zil-Qa'dah 1439 Hijri mutabiq 20 July 2018 baroz Juma Maghrib ke liye wudhu farmaya aur jab Azan shuru hui toh "Ya Allah! Ya Allah! Ya Allah! Allahu Akbar! Allahu Akbar!" ki sada buland farmai aur in aakhri alfaz ke saath wisal-e-ba-kamal farmaya.

*યાદે સય્યદુશ શુહદા સૈયદુના હઝરતે અમીરે હમ્ઝા*વ  *ઉર્ષે સરકાર લાલશાહ બાવા કાદરી*(રદીઅલ્લાહુ તઆલા અનહુમા)________________...
02/04/2026

*યાદે સય્યદુશ શુહદા સૈયદુના હઝરતે અમીરે હમ્ઝા*

*ઉર્ષે સરકાર લાલશાહ બાવા કાદરી*
(રદીઅલ્લાહુ તઆલા અનહુમા)
___________________________

🗓️ *૦૫/૦૪/૨૦૨૬ - રવિવાર*

🕒 *૦૯:૩૦ બજે _બાદ નમાઝે ઈશા_*
-----------------------------------------
*🎙️ખુસુસી નાઅતખવાં*
બુલબુલે બાગે મદીના, આશીકે હુઝુર તાજુશ્શરીઅહ
`જનાબ સાબીર રઝા અઝહરી`
(મેમ્બર જમાઅત-રઝા-એ-મુસ્તફા - સુરત )
-----------------------------------------
📍 _*મદ્રસા-એ આરીફીયા ફૈઝાને શીરાઝી શાહ*_
(શૈખુલવરા દરગાહ રોડ, બહારપુરા, ધોરા(જી))
________________________
મિન્જાનીબ-વ-ઝેરે એહતેમામ
🔰 `જમાઅત-રઝા-એ-મુસ્તફા`
♦️ ધોરા(જી)♦️
*===========================*
*ફૈઝાને એહલે - બૈત જારી રહેગા*
_*હર સહાબી એ રસુલ ﷺ જન્નતી! જન્નતી!*_
*મસ્લકે આ'લા હઝરત ઝિન્દાબાદ*
*ફૈઝાને તાજુશ'શરીઅહ જારી રહેગા*
~__________________________________~

E'ID UL FITR MUBAARAKAllahﷻ Apne Habeebﷺ Ke Nalaen-E-Pak Ke Sadqe Tufail Hum Gunahgaro'n Ke Toote Foote Rozo'n, Ibadato'...
21/03/2026

E'ID UL FITR MUBAARAKAllahﷻ Apne Habeebﷺ Ke Nalaen-E-Pak Ke Sadqe Tufail Hum Gunahgaro'n Ke Toote Foote Rozo'n, Ibadato'n Ko Qubool-O-Maqbool Farma Kar Bakhshish-O-Maghfirat Ka Parwana Ata Farmae

❤️Aameen Yaa Rab Al'aalameen Bija'hi Shafi-Ul-Muznibeenﷺ

4th Ramadan
21/02/2026

4th Ramadan

29/01/2026
Sirāj-ul-Ummat. Kāshif-ul-Ghummah.Imām-ul-Mujtahidīn. Raʾīs-ul-Muhaddithīn.Bishārat-e-Nabawī. Muqtadā-ul-Muslimīn ilā Ya...
21/01/2026

Sirāj-ul-Ummat. Kāshif-ul-Ghummah.
Imām-ul-Mujtahidīn. Raʾīs-ul-Muhaddithīn.
Bishārat-e-Nabawī. Muqtadā-ul-Muslimīn ilā Yawm-ul-Qiyāmah.
Ḥaḍrat Sayyidunā Nuʿmān bin Thābit, maʿrūf ba-Imām-e-Aʿẓam Abū Ḥanīfah
Raḍiyallāhu Taʿālā ʿAnhu

Wiṣāl: 2 Shaʿbān-ul-Muʿaẓẓam Hijrī 150
Mazār-e-Aqdas: Al-Aʿẓamiyyah, Baghdād-e-Muʿallā
(ʿIrāq)

2 SHABAN UL MUAZZAMYaum e Wisaal Hazrat Saiyaduna Imam e Aazam Abu Hanifa RadiAllahu Ta'ala Anho
21/01/2026

2 SHABAN UL MUAZZAM

Yaum e Wisaal Hazrat Saiyaduna Imam e Aazam Abu Hanifa RadiAllahu Ta'ala Anho

🌹اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎🌹MANGAL: 100 MARTABA ASTAGFIRULLAH PADHNE SE BALAA TALTI HE         ...
20/01/2026

🌹اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎🌹

MANGAL: 100 MARTABA ASTAGFIRULLAH PADHNE SE BALAA TALTI HE (IN SHAA ALLAH )

Hujjat Ul Islam - Imaam Mohammed Gazali رحمة الله عليه
📚 Ihya Ul Uloom
📚 Kimiya E Sa'Adat

Jamat Raza-E-Mustafa Surat

Address

Dhoraji
360410

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Jamat Raza e Mustafaﷺ Dhora-ji posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Place Of Worship

Send a message to Jamat Raza e Mustafaﷺ Dhora-ji:

Share