24/06/2026
Lagataar Nek Amal
Rasoolullah ﷺ ne farmaya:
"Allah ko sabse zyada pasand woh amal hai jo lagataar kiya jaye, chahe woh chhota hi kyon na ho."
📖 Sahih al-Bukhari: 6464
✨ Chhote lekin musalsal nek amal Allah ﷻ ko bahut pasand hain.