Shree Kalapurna Jain Aradhak Mandal Chennai
Ek Jalak
Aatma ko parmatma bnane ke liye dharam-aradhana ki punji avashyak hai. Mujhe khushi hai ki Shree Kalapurna Jain Aradahk Mandal ki chatr chaya mai aradhanao ka ras jalak raha hai. Bees (20) varsho ke hteehaas ko kuch he pushko ko sametna bahut muskil kariye hai. Parantu praytn se he k
amyabi hasil ki ja sakti hai. Isliye mai yeh praytn karne ja raha hai. Chennai ki dhanydhra par sn 1993 me P. Adhyatmyogi aacharya bhagwant Shree Vijay Kalapurna suri-suwarji M. Sa. Ke chaturmas ke daure P. Amityashvijayji M. Ke prem bhare swabhav yevam prernadayi vachano se hum unke nikat aaye aur tatpashchat sampurn chaturmas ke dauraan humne Chatiye paripati, Aangi sprdha, Raviwarik shiwir, Ratri Pratikaman, Samhu Samayak, Tapsya adi vidhi sprdhao ke dhoraan hum gurudev ke aur bhi sameep agaye. Hum balako ke utsha ko dekhkar humme aradhana ke pat par agrasar karne hetu yevam jinshasan ki seva ke liye Pu. Amityash vijayji M. ne apne gurudev ke naam se "Shree Kalapurna Jain Aradhak Mandal" ki sthapna ki. Iska mukhya udeshya swayam yevam dusre ko aradhana krane ke saath, Jinshasan ki seva yevam Jeevdaya ke kariye me sda tadpar rehna hai. Acharya bhagwant ke devashish yevam guru bhagwant ki prena se humara sangathan Bhakti, Chatiye Paripati, Samhu Samayak, Snatra Puja, M. Ki Viyavach, Jeevdaya, Parushan Aradhana, Sadharmik Bhakti, Anukampa, Mangal Arthi, Vargoda Vyavastha, Charipalit Sangh Vyavastha, Vastradaan abhiyan adi yevam Natika ka aayojan samay-samay par karta araha hai aur Jinshasan ki har kariye ko karta aaraha hai aur aage be karte rahege.