Shivdham Bahadarpur

Shivdham Bahadarpur SHIV DHAM mandir SHIVLING ke roop banaya gaya hai jaha CHATRAPATI SHIVAJI ne sharan li thi avm Yaha aane wale hr bhakt ki MANOKAMNA PURN hoti hai

SHIV DHAM SHIV MANDIR BAHADARPUR BURHANPUR ye ek prac

hin SHIV MANDIR hain jaha shivaji maharaj avam unke putra ne ek raat is mandir me sharan li thi yaha jagadguru Sankraacharya shree SWAROOPANAND SARASWATI avam JAYENDRA SWARASWTI ne aakar is bhumi ko paawan kiya hai IS Mandir ka swaroop SHIVLING ke samaan hai avam is mandir ka SHIVLING is kshetra ka sabse bada SHIVLING hai is mandir ke sanrashak avm Pujari pt.shree VIRBHAN CHATURVEDI avm unke pariwar DWARA vigat 30 varsho se mandir ki seva pujan karte chale aa rahe hai jisme pt. RAKESH CHATURVEDI dr.YOGESH CHATURVEDI dwara puja path mandir ki dekhrekh ki jati hai IS MANDIR me aane wale hr BHAKT ki manokamna purna hoti hai isliye yaha madhya pradesh Maharashtra gujrat avm Rajasthan se bhi bhakt gan darshan pujan abhishek hetu aate hai prati varsh is mandir main Mahashivratri parv pr Omkareshwar Jyotirling se maa NARMADA ka jal kawad yatra se laakar chadaya jata hai jisme saikdo bhakt gan shamil rahte hai prati varsh sawan mahine me vigat 20 varsho se shree RAMCHARITMANAS YAGYA yaha kiya jata hai

10/06/2024

शिवमहापुराण #कथा

जय श्री हरि... अधिक मास आपके लिए मंगलमय हो...
18/07/2023

जय श्री हरि... अधिक मास आपके लिए मंगलमय हो...

12/11/2022
28/09/2022

🙏🙏🌹🌹

// जय माता दी //

🌹🌹🙏🙏

हर हर महादेव
23/07/2021

हर हर महादेव

जय जय श्री राम
02/07/2020

जय जय श्री राम

श्री हरि
23/04/2019

श्री हरि

Address

Shiv Dham Shiv Mandir Bahadarpur
Burhanpur

Telephone

09826436977

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Shivdham Bahadarpur posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share

Category