Hikmat E DEEN

Hikmat E DEEN सुकून-ए-क़ल्ब के लिए दीन की बातें। � हर रोज़ नई इस्लामिक वीडियोज़ और दुआओं के लिए इस पेज का हिस्सा बने

21/06/2026

Meethe Pani ka kuan Part 1 Hazrat Usman ka Waqia



17/06/2026

Ek aisi qurbani jise dekh kar Allah Tala bhi muskura diye! Hazrat Abu Talha (RA) ka ye kissa aapka dil chu lega. ✨
l

16/06/2026

Ro Padenge Aap Yusuf Ka Sabr Dekhkar .. (Part 2)

Jab Yusuf toofan se ladkar paani lekar ghar pahuncha, toh maa so chuki thin. Usne maa ko jagana theek nahi samjha aur poori raat... haan, poori raat paani ka pyala haath me liye sirhane khada raha. Subah jab maa ki aankh khuli...

👉 Poori video dekhein aur comment me batayein ki aapko is kahani se kya sabak mila?

Hashtags:

15/06/2026

Aisi Mohabbat Aapne Kabhi Nahi Dekhi Hogi! 😢
👉 [ Part 1 ]

Aadhi raat ka waqt, bahar bhayanak aandhi-toofan aur ghar me peene ke liye paani ki ek boond bhi nahi.
Jab Maa ne paani manga, toh Yusuf ne kya kiya?
Kya wo is khaufnak raat me paani la paya?

👉 Part 1 abhi dekhein! Part 2 ke liye mujhe Follow kar lein taaki wo miss na ho.

Hashtags:

13/06/2026

Garib Mochi Bilal Ki Kismat Kaise Badli? | Emotional Urdu/Hindi Story 😢



17/04/2026

Huzur ﷺ aur Hirni ka Dilchasp Waqia | Rehmat-ul-Alameen 🦌

Description .... 👇👇👇

Assalamu Alaikum Dosto,
Aaj ki is video mein hum aapko hamare pyare Nabi Hazrat Muhammad Mustafa ﷺ ki zindagi ka ek behad khoobsurat aur imaan taza kar dene wala waqia sunayenge.

Ye waqia ek bezuban hirni ka hai, jo ek shikari ke jaal mein phans gayi thi. Jab usne Allah ke Rasool ﷺ ko dekha, toh usne apne bachon ko doodh pilane ke liye thodi der ki ijazat mangi aur Huzur ﷺ ko apni zamant par khada kiya.

Is video mein aap dekhenge:

Shikari ne hirni ko kaise pakda?

Hirni ne Huzur ﷺ se kya wada kiya?

Hamare Nabi ﷺ ki rehmat aur janwaro ka un par bharosa.

13/04/2026

Maa ki Khidmat ya Rasool ki Mulaqat? Hazrat Uwais Qarni ka sacha kissa ,,



❤️

12/04/2026

Jab Ibrahim Bin Adham Ne Dekha Allah Ki Kudrat Ka Karishma 🥰💚🤲

❤️

11/04/2026

Jab Ek Chor ki Zindagi Badal Gayi... | Heart Touching Story

❤️

10/04/2026

Ibadat ki Qabooliyat mein Rukawat Kyun? Hazrat Ibrahim Bin Adham ka Qissa

❤️

Address

Jila Bijnor
Bijnor
246701

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Hikmat E DEEN posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share