Khanqah e Naqshbandiyyah Mujaddidiyah Usmaniyah Harooni

Khanqah e Naqshbandiyyah Mujaddidiyah Usmaniyah Harooni Khankah e Naqshbandiya Mujaddidiya Usmaniya Harooniya is a Charitable Trust and runs the school

22/03/2026

Assalamu Alaikum
30 Ramzaan sharif ki Aftari ka Suhana Manzar,
Khankah e Naqshbandiya Mujaddidiya Usmaniya Harooni wo Masjide Naqshbandiya Bhusawal me hua, Allah tabarak Taala Har Ramzaan sharif me 19 logo se ziyada ki tadad me Aiteqaaf me baithne ki toufiq ata farma amin

21/03/2026

Alvida Jumma 30 Ramzaan 1447 Hijri 20 March 2026
Khankah e Naqshbandiya Mujaddidiya Usmaniya Harooni wo masjide Naqshbandiya Bhusawal me Jumma ki namaaz Ada ki

Tamaam Ahle islaam ko Eid ki bahot bahot Mubarak Baad
21/03/2026

Tamaam Ahle islaam ko Eid ki bahot bahot Mubarak Baad

21/03/2026
21/03/2026

Assalamu Alaikum
Har saal ki tarah is saal bhi khankah e Naqshbandiya mujaddidiya usmaniya harooni wo Masjide Naqshbandiya Bhusawal me Eid ki namaaz Ada ki g*i Aur chiraag e Naqshband Hazrat Mohammad Haroon bapu Naqshbandi (R.A) ki 1 Shawwal ko kul Sharif ki fateha sharif bhi manai g*i

06/03/2026

Assalamu Alaikum

02/03/2026

Assalamu Alaikum
Masha allah
Har Saal ki tarah is bhi Bhusawal ki Masjide Naqshbandiya me
3 pare se ek ashre me khatmul kuraan sharif sunaya gaya,
(Faizaane Auliya e Naqshband)

02/03/2026

Assalamu Alaikum
Aaj 26 feb 2026 ko
Har Jumerat ki tarah is Jumerat bhi khankah e Naqshbandiya, ki janib se Godawari hospital me free food donetion kiya jata hai.

Assalamu alaikum Ummate Muslima ko Ramzaan sharif ki bahut bahut Mubarak Baad 19 Feb 2026
19/02/2026

Assalamu alaikum
Ummate Muslima ko Ramzaan sharif ki bahut bahut Mubarak Baad
19 Feb 2026

11/02/2026

🌹Assalamu Walaikum 🌹
Har saal ki tarah is saal bhi , chiraag e Naqshband
Hazrat Mohammad Haroon bapu Naqshbandi Mujaddidi usmani Rahmatullahi Aleh Aurangabadi Ka salana 11wa urs mubarak, aur dastare hifz Bhusawal ki sarzamin par manaya Ja raha hai, kasir Taadad me shirkat farmake Faizane Naqshband hasil kare

Address

Bhusawal

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Khanqah e Naqshbandiyyah Mujaddidiyah Usmaniyah Harooni posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share