Maslake ALA Hazrat

Maslake ALA Hazrat WE ARE PURE RIZVI,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

09/06/2016

🌴 *माहे रमज़ान कैसे गुजारे ? 🌴
🌴 माहे रमजान की वजहे तस्मिया
1 रोज़ा गुनाहों को जला देता हे
2 जब इस माहके नाम रखनेकी बारी आई
तो सख्त गर्मी थी इस वजह से इसका नाम
*रमजान* रखा गया.
3 रमजान अल्लाह तआलाका एक नाम है
लिहाजा इस लिहाज से उसे रमजान नहीं
बल्कि शहरे रमजान यानी अल्लाह का महीना
कहना चाहिये, जैसाकी मरवी है *"यह न कहो*
*की रमजान आया, रमजान गया"*
बल्कि
यह कहो की *माहे रमजान आया, माहे*
*रमजान गया.*
📗(रुहुल बयान, जिल्द 2 सफा 104)
_बुजुर्गाने दीनने फर्मायाकी रमजानके 5 हुर्फ है_
(रे) से रजाए इलाही*
(मीम) से मगफिरते इलाही*
(ज़ुवाद) से झमाने इलाही*
(अलिफ़) से उल्फ़ते इलाही*
(नून) से नवाल व अताए इलाही*
मुराद है, गोया जिसने रमजानुल मुबारक में
इबादत की वो इन सारी चीजों का हक़दार है
📔(नुजहतुल मजालिस 1/581)*
👉 *ज्यादा से ज्यादा शेयर करे*
अल्लाह عَزَّ وَجَلَّ हमे कहने सुनने से ज्यादा
अमल करनेकी तौफ़ीक़ अता करे
📔(हवाला,माहे रमज़ान कैसे गुजारे)
🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴

AZHAR MYN

09/06/2016

🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴
🌴بسم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام عليك يارسول الله
🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴
🌴SEHRI KHANE KI FAZEELAT🌴
🌴Sehri khaaya karo kyon ki Sehri khane me har Luqme ke badle 60 baras ki ibadat ka sawab milta hai...
🌴AAQA SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ka Farman hai
Sehri khao !
Kyunki Sehri me barkat hai
Jis ne ALLAH PAK Ki Raah ME Roza rakha to ALLAH PAK uske chehre ko Jahannum se 70 saal ki Musafat jitna door farma dayta hai.....
🌴Jis shaks ne Roze Rakhkar bhi jhoot bolna aur jhoot par amal karna na choda to ALLAH PAK ko is se koi Dilchuspi nahi ki wo bhuka aur pyasa rahe...
📗(Muslim Sharif 1153)
🌴Mas,ala
🌴Sahri ka khana aur usme Takhir (deri) karna mustahab hai magar itni takhir makrooh hai ki subah saadiq hone ka shak ho jaye...
🌴Alamgeeri🌴
🌴Mas,ala 🌴
🌴Iftaar me jaldi karna mustahab hai magar iftaar us waqt kare ki guroob ka gaalib gumaan ho jab tak gumaan gaalib na ho iftaar na kare Agarche muazzin ne azaan kah di hai aur abr ke din me aftaar jaldi nahi karni chahiye.
📙[Bahare shariat]
🌴IBNE UMAR RADIYALLAHU T'ALA ANHUMA riwayat karte hain ki HUZOOR E AKRAM SALLALLAHU T'ALA ALEIYHI WASALLAM ne farmaya ki ALLAH T'ALA aur uske farishte Sahri khane walon par durood bhejte hain.
📘[Bahare shariat]
🌴Bukhari wa Muslim wa Ibne Maja Me ANAS RADIYALLAHU T'ALA ANHU se rawi ki HUZOOR E AKRAM SALLALLAHU T'ALA ALEIYHI WASALLAM ne farmaya ki Sahri khaao ki Sahri Khane me barkat hai,
🌴Muslim wa Aboo Daud wa Ibne Khuzaima AMR IBNE AAS RADIYALLAHU T'ALA ANHU se rawi ki HUZOOR E AQDAS SALLALLAHU T'ALA ALEIYHI WASALLAM farmate hain ki Humare aur Ahle kitaab ke Rozon me Farq Sahri ka Luqma hai. .....
📗[ Bahare shariat ]
🌴HADITH🌴
🌴HAZRAT ABU HURAIRA RADI ALLAHU TA'ALA ANHU kehte hai ki NABI KAREEM SALALLAHU TA'ALA ALLAIHI WA SALLAM ne farmaya ki
Jab mahe RAMZAN ki paihli raat hoti hai to shayateen aur sarkash jin Qaid kar liye jate hai aur JAHENNUM ke darwaze band kar diye jate hai unme se koi darwaza khola nahi jata aur JANNAT ke darwaze khol diye jate hai aur unme se koi darwaza band nahi kiya jata aur Munaadi pukarte hai A khair ki talab karne wale mutawajje ho aur Aye burai ka irada rakhne wale burai se baaz reh aur ALLAH bahot se logon ko DOZAK se aazad karta hai aur har raat aisa hota hai .
📗(TIRMIZI-IBN-E-MAJAH)*
🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴🌴
ÃZHÂR MyÑ

09/06/2016

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
بسم الله الرحمن الرحيم
الصلوة والسلام عليك يا رسول الله صلى الله عليه وسلم
🌴FAZA'ILE TARAVEEH"
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
🌴 Taraveeh Wo Namaz Hai Jo Ramzane Pak Ke Mahine Me Isha Ki Namaz Ke Baad Ba-Jamat Padhi Jati Hai. Chunanche Sharahe Bukhari Hazrat Hafiz Hajar Asqalani رحمه الله تعالى Farmate Hain,
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
سميت الصلوة فی الجماعة فی لیالی رمضان التراويح
🌴 Ramzan Ki Raton Me Namaz Ba Jamat Ka Naam Taraveeh Hai.
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
📒 {فتح الباري شرح صحيح البخاري، جلد-4، صفحہ-250}
📒 { FATAH UL BAARI SHARAH SAHIH BUKHARI, JILD 4, PAGE 250)
🎋ADEES:
🎋azrat Abu Hurairah رضی اللہ تعالٰی عنہ Riwayat Karte Hain,
كان رسول الله صلى الله عليه وسلم يرغب فى قيام رمضان من غير ان يامرهم فيه بعزيمة فيقول من قام رمضان ايمانا واحتسابا غفرله ما تقدم من ذنبه فتوفى رسول الله صلى الله عليه وسلم والامر على ذلك ثم كان الامر على ذلك فى خلافة ابى بكر وصدرا من خلافة على عمر من ذلك
🕋Tarjamah-
🎋 RASOOL ALLAH صلى الله عليه وسلم Qayame Ramzan (Taraveeh) Par Ubharte The, Bagair Uski Had Aur Takeed Ka Hukm Diye, Chunanche Huzoor صلى الله عليه وسلم Farmate The, Jisne Ramzan Ki Raton Me Imaan O Ehtesab Ke Sath Namaz (Taraveeh) Padhi Uske Agle Gunah (Sagerah) Muaaf Kar Diye Jayenge, Pas Rasulullah صلى الله عليه وسلم Is Dunya Se Tashreef Le Gaye Aur Ye Mamla Chalta Raha Phir Hazrat Abu Bakar رضی اللہ تعالٰی عنہ Ki Khilafat Aur Hazrat Umar رضی اللہ تعالٰی عنہ Ki Ibtedai Aimmaye Khilafat Me Bhi Isi Tarah Raha.
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
📒 (صحیح بخاری، ج-1، ص-269، صحیح مسلم، ج-1، ص-259، سنن ابی داؤد، ج-1، ص-210)
📒 (SAHIH BUKHARI, JILD 1, PAGE 269)
📒 (SAHIH MUSLIM, JILD 1, PAGE 259)
📒 (SUNAN ABU DAWOOD, JILD 1, PAGE 210)
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
🌴 Is Hadees E Pak Se Jahan Namaze Taraveeh Ki Fazilat Sabit Hui Wahi Yeh Bhi Pata Chala Ki Huzoor صلى الله عليه وسلم Ne Ramzan Me Taraveeh Ka Shaoq Dilaya Magar Uski Koi Tadad Rakato Ki Fix Nahi Kee.
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
🌴 Na Koi Takeed Ki Is Liye Ki Kahi Ye Ummat Pe Farz Na Ho Jaye, Balki Har Shakhs Ki Himmat Pe Ise Aap صلى الله عليه وسلم Ne Chhoda J**se Jitna Ho Sake Padhe Kam Ya Ziyadah Ya Padhe Ya Na Padhe, Huzoor صلى الله عليه وسلم Ki Hayate Zaheri Me Bhi Yahi Halat Rahi
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
🌴 Yahan Tak Hazrat Abu Bakar Siddiq رضی اللہ تعالٰی عنہ Ki Muddate Khilafat Me Bhi Yahi Haal Raha Phir Hazrat Umar Farooq رضی اللہ تعالٰی عنہ Ka Zamana Khilafat Aaya, Aap Eik Raat Masjid Me Gaye Aur Logo Ko Alag Alag Padhte Paya Aur Kuch Log Mil Ke Padh Rahe The
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
🌴 Hazrat Umar رضی اللہ تعالٰی عنہ Ne Ye Dekh Kar Farmaya Mai Munasib Samajhta Hun Sab Ko Eik Imam Ke Sath Jama Kardun To Behtar Hai, Aap Ne Sab Ko Jama Farmaya Aur Hazrat Ubai Bin Ka'ab رضی اللہ تعالٰی عنہ Ko Imamat Ka Hukm Diya Aapne 20 Rakat Taraveeh Logo Ko Ba-Jamat Padhai.
📒 {صحيح البخاري" كتاب صلاة التراويح، باب فضل من قام رمضان، جلد-1، صفحہ-658، الحديث-2010}
📒 {SAHIH BUKHARI, KITAAB US SALATH UT TARAWEEH, BAAB FAZAL MIN QAAM RAMADAN, JILD 1, PAGE 658, HADEES 2010
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹AZHAR MYN

09/06/2016

Hazrat Essa (A.S) Apni Walida Ki Wafat K Baad
Un Ki Qabar Par Gaye.
Aap Apni Walida Hazrat Bibi Mariam (r.a) Se
Mukhatib Huwe Aur Farmaya.
Payari Ammi Jaan, Main Allah K Hukam Se
Murdon Ko Zinda Karta Hoon,
Agar Aap Hukam Dein To Main Allah Se Aap Ki
Zindagi Mangon.
Hazrat Bibi Mariam (r.a) Ne Farmaya: Dunia Aur
Iski Zindgi Buhat Khobsurat Hai, Magar Main
Maut Ki Takleef Dobara Nahi Seh Sakti. (Allah-o-
Akbar)
Ye Aik Nabi Ki Maa Ka Kehna Hai Aur Hum Jese
Gunahgaron Ki Mout Kitni Takleef Deh Ho Gi.
Aap "Sallallahualaihuwasallam ne farmaya.:
BADNSEEB hai Wo shaks Jo Waldain ki khidmat
kar K dua nahi leta Aur Logon se Kehta hai k
mere Liye dua karna
BADNSEEB hai woh shakhs jo Namaz_e_Isha nahi
Padhta Aur Dawaaon me Pursukoon Neend
talash karta hai
BADNSEEB hai wo shaks jo Fajr k waqt soya
Rehta hai aur Logon se Tangi-e-Rizq ka shikwa
karta hai.
Aur AAP "Sallallahualaihiwasallam" Ne
farmaya."Jis Ne Meri 1,hadees suni aur doosron
tak pahuncha di to us K liye Qayamat K roz meri
shafaa't Wajib hogi.

19/03/2016

हज़रते जाबिर फरमाते हैं के
हुदैबिया के रोज़ लोग प्यास से दो चार हुए
और रसूलुल्लाह के पास एक बर्तन था जिससे आप वुजू फरमा रहे थे
जब लोग हुज़ूर की खिदमत में हाज़िर हुए तो आप ने पुछा
क्या मुआमला है...??
लोगों ने कहा या रसूलल्लाह हमारे पास वुजू करने और
पीने के लिए पानी नहीं है
बस यही था जो इस बर्तन के अन्दर है।
वो बर्तन हुजुर की
खिदमत में पेश कर दिया गया
रावी का बयान है के आप सल्लल्लाहु अलैहि वसल्ल ने
बरतन में अपना हाथ डाल दिया तो आप की उंगलियों से
चश्मों की तरह पानी फूट निकला
तो हम ने
पिया और वुजू किया
रावी कहते हैं मैंने हज़रते जाबिर से पूछा के
तुम लोग कितने थे..??
उन्हों ने फरमाया के अगर सौ हज़ार भी
होते तो सब के लिए काफी होजाता
लेकिन हम 1500 सौ थे ।
सुभानअल्लाह ये शान है मेरे सरकार की ।
बुखारी शरीफ जिल्द 2 सफहा 598
ईमान से लबरेज़ पोस्टों के लिए एड करें ।

13/02/2016

एक आदमी ने एक आलिम से पूछा,मेरे बच्चे रात में गहरी नींद में सोये होते है,तो में उसे नमाज़े सुबह केलिए नहीं जगा पाता हूं, तो मुझे क्या करना चाहिए...?आलिम ने कहा ।अगर रात को खुदा ना खास्ता तेरे घर मेंआग लगे तो तू क्या करेगा...?तो उस आदमी ने कहा तब तो में उसे कैसे भी करके जगाऊंगा...तो आलिम ने कहा,लेकिन तू तो अभी केह रहा था के वो गहरी नींद में सोये होते है?!तो फिर तू उसे कैसे जगायेगा..?!उसकीनींद खराब नहीं होगी..??तब उस आदमी ने कहा कैसी बाते करते हो जनाब में उस वक़्त उसकी नींद की परवाह थोड़ी करूँगा..?!मुझे तो किसी भी कीमत पर मेरे बच्चों को उस आग से निकालना है,,,तो आलिम ने फ़ौरन मुस्कुराते हुवे कहा की अगर तू उसे किसी भी हाल में दुनियावी आग से बचना चाहेगा ,तो उसे जहन्नुम की आग से क्यों बचाना नहीं चाहता ???!!!हर किसी के लिए ये बेहतरीन मेसेज।अगर समझ जावो तो दुसरो तक भी पहोचावो

13/02/2016

एक :👩🏻लड़की ने आय 📲फोन ख़रीदा

उसके:👨🏻बाप ने देखा तो पूछा
के बेटी ये क्या ख़रीदा

बेटी:👩🏻आय फोन मोबाइल है

बाप:👨🏻इस पर काला काला सा क्या लगा है?
बेटी:👩🏻पापा ये उसका कवर है.

बाप:👨🏻क्या कंपनी ने ये कवर लगाने के लिए कहाँ है?

बेटी:👩🏻नहीं पापा मैंने खुद लगाया है

बाप:👨🏻क्या ये कवर लगाने से कंपनी की बेइज़्ज़ती तो नहीं होगी?

बेटी:👩🏻नहीं पापा ये लगाने से तो मोबाइल की हिफाज़त होती है.

बाप:👨🏻इस के लगाने से आप को ख़राब नहीं लगता?

बेटी:👩🏻नाही पापा इससे इसकी हिफ़ाज़त होती है .
चाहे देखने में किसी को ख़राब लगे.

बाप:👨🏻मुस्कुराके कहने लगा बेटी🇬🇷 पर्दा और हिजाब भी इसी तराह है इस से आपकी मुकम्मल हिफ़ाज़त होती है चाहे दूसरे को खराब लगे .

👉🏾फॉरवर्ड टू ऑल मुस्लिम👍🏽

08/07/2015

[12:45PM, 06/07/2015] +91 94233 05638: 💠Hazrat-E-Zaid Bin Arqam Ka Nabina Hojana
Ki Gaibi Khabar
📝Hazrate Zaid Bin Arqam Bimar Huwe To Rasoole Kareem Sallalaho Tabarak Taala Alaihi Wasallam Iyadat Ke Liye Tashreef Laye Aur Farmaya Is Bimari Me Tum Kuch Khatra Nahi , ParMujhe Yeh Batao Jab Tum Aakhri Umr Ka Ek Hissa Guzar Kar Nabina Ho Jaa O Ge Tab Kya Karoge
Hazrate Zaid Ne Arz Ki Mai Raza E Ilahi Ke Liye Sabr Se Kaam Loonga
Aqa E Kareem Ne Farmaya Tab To Tum Bila Hisab o Kitab Jannat Me Dakhil Ho Jaaoge...
Chunanche Zaid Bin ArQam Sarkar Ke Parda Karne Ke Ba-ad Nabina Huwe Kuch Arsa Ba-ad Binayi wapas Laut Aayi Aur Phir Inteqaal Farmaya
🔺Ridqanullahi Taala Alyhim Ajmaeen
📒Al Khasae Sul Kubra 2/410
🔷Aur Koii Gaib Kya Tumse Niha Ho Bhala
Jab Na Khuda Hii Chupa TUMPE KAROORO DAROOD..
[10:44PM, 06/07/2015] +91 90973 25292: 💵 ZAKAT KA NESAB 💵
👉 J**s kisi ke paas sadhe saat (7.5) tola Sona (Gold) yaani k " 93.312g " sona (Gold) ho,
👉 ya sadhe baawan (52.5) tola chandi (Silver) yaani k 653g chandi (Silver) ho,
👉ya jis kisi ke paas 653g chandi (Silver) ki kimat (price) ho ,
👉 Aur us sone (93.312g), chandi (653g).aur uski kimat par pura 1 saal gujar gya ho to uss par zakat farz hai..
Yaani ke us maal ka dhai parsent (2.5%) nikal kar Allah ke raah me dena lazim hai..
📌Aur na nikalne wala Allah ke sakht azab ka haqdaar hai.

🌻 Zakat Na Dene Ka Azab Aur Zillat.

Huzoor
ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ ne irshad farmaya
📗 Hadees:

👉 Faqeer Hargiz Nange Bhooke Hone Ki Takleef Na Othayege Magar Maaldaron Ke Hathon,
To Aye Maldaro Sun Lo, Allah Tum Se Sakht Hisab Lega Aur Dardnak Azab Dega.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
Specially for Query,
Raza Islamic Mission, Patna.
Join group - 9097325292
[4:01AM, 07/07/2015] +91 94233 05638: 🔷🔷Gussa Rok Lene Wale Ka Ajr Allah Tabarak Taala Par Hai....
📝Mustafa Jane Rehmath Sallalaho Tabarak Taala Alyhe Vassallam Ne Irsad FARMAYA k Jis Ne Kisi Musalman Ki Largish Ko Maaf kar Diya Qayamath K Din Allah Tabarak Taala Uski LARGISHAAT KO MAAF KAR DEGA.
📚Abo Dawood 3460☆ Masnade Ahmed 2/252☆ Ibne Maaja 2199.
📝Mustafa Jane Rehmath Sallalaho Tabarak Taala Alyhe Vassallam Ne Irsad Farmaya K Jisne Apni Jaba Par Qaboo Rakha Allah Tabarak Taala Us K Oyoob Par Pardaposhi Farmayega Jisne Apne Gussa Ko Roka Rabbe Kareem Us Se Apna Aazab Rok dega Aur Jisne Rabbe Kareem K Samne Apna Uzr Pesh Kiya Rabb Tabarak Taala Uska Uzr Qubool Farma Lega.
📚Tarikhe Baghdad 5/308☆ Soebul Emaan 7958.
📝Imam ZainulAbedeen Ekk Din Vazoo Farma Rahe The K Achanak Bandii K Hath Se Lota Aap K Chehra E Aqadaas Par Gira Aur Aap Ka Chehra E Aqadas Zakhmi Ho Gaya Aapne Ekk Nazar Bandi Par Daali Woh Daar Gaee Aur Arz Kiya Gussa Pene Wale Rabb Ko Pasand Hai, Aapne Farmaya "Maine Gussa P*e Liya" Usne Arz KIYA, Logo Ko Maaf KARNEWALE ALLAH RABBUL EZZAT KO PASAND HAI , TO Aapne Farmaya "Rabb Tabarak Taala Tujhe Maaf kare", Usne Arz Ki Allah Tabarak Taala Neki Karnewalo Ko Pasand Karta Hai Aapne Irsad Farmya "Jaa Maine Tujko Aazad kiya" ....
📕Soebul Emaan 10/545.
💠SubhanAllah SubhanAllah.
Kya Elm Hota Tha Uss Zamane Ki Bandiyo Ko Jo Aj Hamare Gharo Se Gayeb Hota Huwa Nazar Aa Raha Hai. Rabb Tabarak Taala Rahem Farmaye . KYA aaj Khawind Gussa Ho /Ya Bap Bete Par Gussa Ho AUR uski Bewee/ Beta uparwale Jawabat De To Kyu Na Gussa Zayeel Ho Jaye Kyu Na Woh Maaf Kar de Gaur o Fikr Ki Jagah Hai!!!

08/07/2015

{ Namaz na padhne k bahane }--
• Aap chaliyee main aata hoon,
• Time hi nahi milta,
• Main Napaak hoon,
• Mera mood nahi hai,
• Jumah ke din se pakka padhunga,
• Dua mein yaad rakhna,
• Dukan kaun dekhega?
• Allah hidayat hi nahi deta.
Sawal: kya Namaz na parhne ka ye bahane kal
ko hamein jahannam ki aag se bacha sakenge?
------------------
Jawab: Nahin ! Har giz Nahin ! Q...??? : Allah
Subhana wa ta'ala Faramate hai:“ k jab jannati
log jahannamiyon se Puchenge k tum ko kis
cheez ne jahannam me dala? To wo kahenge k
ham Namaz nahi padhte the.(surah:muddassir,
surah no:74, aayat no:42-43)
Yaad Rakho! Quran Ne Hamein Batadiya Ab
Faisla Hamara Hai.
Allah hum sabko sacche dilse namaz ada krne
walaa bna de..
Ya Allah Hamein Namaz padhne ki Taufeeq ata
farmaye...
"(Aameeen Summ'Aameeen"

30/08/2013

Paani P*ene Ka Sahi Time, Jis Waqt ALLAH Ka Hukum se Paani Jisam Par Behtar Asar Kar Sakta Hai..1 Glass Subah Uthnay K Baad,Androoni Aaza ko Activate Karta Hai..1 Glass Nahanay K BaadBlod Preshar Ka Khatma Karta Hai..2 Glass Khanay Se 30 Mint PehleHazmay Ko Drust Rakhta Hai..Aadah Glass Sonay Se Pehle Heart AtackSe Bchata HaiYe Bohat Acha Msg Hai Sabko Frwd Kar diya Jaye to Kafi Log fayda Utha Sakte Hain.

25/08/2013

Silsila e Tariqat ..
Hazrat Maula Ali Paak Ke 4 Khalifa The
1- Hazrate Syedna Imame Hassan
2- Hazrate Syedna Imame Hussain
3- Hazrate Syedna Khwaja Hassan Al Basri
4- Hazrate Imam Kamil
In Chaaro Buzurgo Se Qul 14 Silsile Jaari Huwe Jo Huzur Nabi e Karim Sallallaho Alaihe Wasallam SeYe Faiz Seena Ba Seena Aaj Tak Ummat Me Chala Aa Raha Hai
14 Silsilo Ka Naam Yaha Darj Hai
1- Silsila e Zaidiya : Ye Silsila Hazrat Abdul Wahid Bin Zaid Ke Naam Se Mosum Huwa
2- SILSILA E AYAZIYA : Ye Silsila Hazrate Khawaja Fuzel Bin Ayaz Ke Naam Se Masnsub Huwa ..
3- SILSIL E ADHAMIYA : Ye Silsila Hazrate Khwaja Ibrahim Bin Adham Se Mansub Huwa
4- SILSILA E HUBERIYA : Ye Silsila Hazrat Khwaja Abu Hubera Aminuddin Se Shuru Huwa
5- SILSILA E CHISHTIYA : Ye SilsilaHazrat Khwaja Mumshaad Ali Dinoori Se Shuru Huwa
6- SILSILA E AJAMIYA : Ye Silsila Hazrat Khwaja Habeeb Ajmi Se Shuru Huwa
7- SILSILA E TUFERIYA : Ye Silsila Hazrate Bayazeed Bustami Se Shuru Huwa Jin Ka Asli Naam Tufer Tha
8- SILSILA E KARKHIYA : Ye SilsilaHazrate Maroof Karkhi Se Shuru Huwa
9- SILSILA E SAQTIYA : Ye Silsila Hazrate KhwajaSirri Saqti Se Shuru Huwa
10- SILSILA E JUNEDIYA : Ye SilsilaHazrate Khwaja Juned BaghdadiSe Shuru Huwa
11- SILSILA E GAZRUNIYA : Ye Silsila Hazrte Khwaja Abu Ishaq Gazruni Se Shuru Huwa
12- SILSILA E TOSIYA : Ye Silsila Hazrate Alauddin Tausi Se ShuruHuwa
13- SILSILA E SOHARWARDIYA : Ye Silsila Hazrat Shaikh Ziyauddin Abu Najeeb Soharwardi Se Shuru Huwa
14- SILSILA E FIRDOSIYA : Ye Silsila Hazrat Murise Ala Hazrat Shaikh Najmuddin Kubra Se Shuru Huwa
Is Tarah 14 Silsila Yaha Tak Aaye
HUZUR SYEDNA GHAUSE PAAK Radiallaho Tala Anho Ko Imamul Aoliya Bana Kar Bheja Jinhone Gumrah Batini Maslak Ka Khatima Kiya Aur Yu HAZRAT MAULA ALI PAAK SE chale Arahe Tamam Silsile HUZUR SYEDNA GHAUSE PAAK ME JAMA HO G*E Fir Apne Ba Hukme Khuda Elan Farmaya : MERA QADAM TAM AWLIYA KI GARDAN PAR HAI :
fir Huzur Ghause Paak Se 4 Bade Silsile Jaari Huwe
QADRI ,
CHISHTI ,
SOHARWARDI , NQASHBANDI
1- QADRI SILSILA Ke Baani HuzurSyedna Ghause Paak Hai
2- CHISHTI SILSILA Ke Baani Hazrat Khwaja Ghareeb Nawaz Hai
3- SOHARWARDI SILSILE
Ke Baani Hazrat Sahabuddin Umar Sohaward Hai
4- NAQSHABANDI SILSILE KE BAANI HAZRAT Bahauddin Naqshabndi Hai..

19/07/2013

KYA AAP JAANTE HAIN?
* SAWAL : Hazrat Jibreel
Alaihissalam ke kitne Baazu hain?
>> JAWAB : Hazrat Jibreel
Alaihissalam ke 600 bazu hain.
(Ibn-e Kaseer,P-7, R-5)
* SAWAL : Hazrat Jibreel
Alaihissalam ke Ghodhe ka kya
Naam hai?
>> JAWAB : Hazrat Jibreel
Alaihissalam ke ghodhe ka Naam
"HIZOOM" hai.
(Madrijun Nubuwwah,Jild-2 Safa
No-160)
* SAWAL : Sabse pahle kis Farishte
ne Sajdah kiya?
>> JAWAB : Woh Hazrat Israfeel
Alaihissalam hai ke sabse pahle
Sajdah kiya.
(Al Bidaya, Jild - 1 , Safa No -46)
* SAWAL : Farishton ki "Masjid" ka
kya Naam hai aur woh kaha hain?
>> JAWAB : Farishton ki Masjid ka
Naam "Baitul Maamoor" hai,jo (7)
sathve Aasman par hai... Aur
(KAABA SHAREEF) ke BilMuqabil
hai.... agar koi cheez Baitul
Maamoor se Giarayee jaaye to
woh theek KAAB SHAREEF par
aakar giregi.
(Al bidaya,Jild-1, Safa No-42,Kanzul
Ammal, Jild-11,Safa No-498)
* SAWAL : Farishton ne kitne aur
kin kin Logon ko" GUSL" diaya?
>> JAWAB : 3 Hazraat ko diya.
(1) Hazrat Aadam Alaihissalam ko.
(2) Hazrat Hanzala Bin Abi Amir
RadiAllahu anh ko. (3) Hazrat
Zakarya Alaihissalam ki Shahadat
se Mutaalliq ek Riwayat hai ke Jab
Kuffar ne Aap koCheer kar Beech
se Do tukre kardiye to Allah pak
ne Farishton ko Hukm diya,aur
Farishton ne Gusl dekar Aap ki
Namaaz-e Janza padhi.
(Nuzhatul Majalis, Safa No-113)
* SAWAL : Us Farishte ka kiya
Naam hai ke "SHAB-E-QADR" ko
AAMAL ka Nuskha jiske Hawale
kiya jaata hai ?
>> JAWAB : Woh Hazrat iz'raeel
Alaihissalam hain ke jinko Aamal
ka nuskha diya jaata hai.
(Ruhul Ma'ni,Jild -52, Safa No-113)
*SAWAL : Woh kaunsa farishta hai
jo jab se paidahuwa , bajuz ek bar
ke na kabhi “HANSA” aur na kabhi
hansega?
>> JAWAB : Who Hazrat “MALIK”
Alaihissalam hain.. Shab-e Meraj
ko Rasul-e Akram Sallallahu Alaihi
Wasallam ko dekh kar pahli baar
hase the… us pahle na kabhi Hase
the aur na kabhi Hasenge.
(Maarijun Nubuwwah, Jild-1,Safa
No-108)
{ Duniya ki 7 Jandar Jo Bagair Maa
k paida Howay }
1. Hazrat ADAM (A.S).
2. Hazrat BIBI Hawwa (A.S).
3. Hazrat MOHMMAD (Sallahualaihi
Wasallam) ko Mairaj per Lejanay
wala Burraq(Horse).
4. Hazrat Saleh (A.S) ki ountni.
5. Hazrat Younas (A.S) ko paet me
rakhnay wali Machli (Fish).
6. HAZRAT Mosa (A.S) k asa
Mubarak se Bunne wala Azdaha.
7. HAZRAT Ismail (A.S) ki Qurbani k
waqt Jannat se Aanay wala
Dumba...
Frwd to all.
"Kisi Taraf Koi Kinara Na Hoga,
Gairo Ka Kya Apno Ka Bi Sahara
Na Hoga"
"Kar Lo Mohabbat RASOOL
(sallalaho alayhe wasallam) Se
Q ki Aakhirat Me Unke Siwa Koi
Hamara Na Hoga."

Address

ROAD NO 1 MAHLUW Izzat Nagar Bareilly
Bareilly
243005

Telephone

9634044506

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Maslake ALA Hazrat posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share