Deen-e-islam

Deen-e-islam Deen-e-Islam �
Quran | Duas | Imaan
For Every Soul �

30/03/2026

“Har notification important nahi hoti…
lekin Allah ka bulaawa ignore mat karo 🤍
Aaj ki namaz time par padhenge InshaAllah?”

27/03/2026

“Qayamat ke din sabse pehla sawal namaz ka hoga… Aaj se pakki niyat karo 🤲
Comment karo: ‘InshaAllah 5 waqt’”

24/03/2026

Ramzan chala gaya… lekin asli imtihan ab shuru hua hai 🤍
Agar aap bhi chahte ho ke ibadat jari rahe, to comment karo: InshaAllah 🤲

22/03/2026

Shayad ye video aap tak kisi wajah se pahunchi hai… 🤲
Agar Allah chahe to ek pal me sab badal sakta hai.
Aaj raat apni ek dua zaroor maangna… ✨
Allah aapki har pareshani door kare. Ameen.”
Comment me likho: Ameen 🤍

Eid sirf naye kapdo ka naam nahi…Ye naye dil ke saath nayi shuruaat ka din hai 🤍🌙
21/03/2026

Eid sirf naye kapdo ka naam nahi…
Ye naye dil ke saath nayi shuruaat ka din hai 🤍🌙

20/03/2026

“Ramzan ne humein sudharna sikhaya…
Eid humein muskurana sikhati hai 🌙✨
Eid Mubarak 🤍”

19/03/2026

Ramzan khatam… imtihan shuru 🤍
Namaz aur Quran jari rahegi?
Ameen likh kar apni niyat pakki karo 🤲

18/03/2026

“Pata nahi ye Ramzan ka aakhri din ho…
Aaj ki raat zaya mat hone dena 🤲🌙
Comment ‘Ameen’ agar aap bhi dua kar rahe ho.”

17/03/2026

“Ramzan ja raha hai…
Aap kya lekar ja rahe ho? 🤍
Comment ‘Ya Allah qabool farma’
Share karo taake sab yaad rakh saken 🌙”

16/03/2026

“Shayad yehi wo raat ho… 🤍
Aaj sirf 2 rakat zaroor padhna.
Comment ‘Ameen’ agar aap bhi dua kar rahe ho.
Share karo taake sab yaad rakh saken 🌙✨”

15/03/2026

“Kya pata… aaj hi Laylatul Qadr ho.
Aaj raat dua zaroor karna 🤲”

14/03/2026

“Kya pata aaj hi Laylatul Qadr ho… 🤲🌙”

Address

Baran
325205

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Deen-e-islam posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share