Zoya Fathima

Directions Website

Zoya Fathima Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Zoya Fathima, Religious Center, Bangalore.

🌹 *Aaj Ka Paighaam*  🌹       Nabi Kareem ﷺ Ne Irshad Farmaya Ke Jo Din Ya Raat Ke Kisi Bhi Hisse Me LAA ILAHA ILLALLAH P...
16/09/2026

🌹 *Aaj Ka Paighaam* 🌹

Nabi Kareem ﷺ Ne Irshad Farmaya Ke Jo Din Ya Raat Ke Kisi Bhi Hisse Me LAA ILAHA ILLALLAH Padhta Hai Tu Uske Nama E Amaal Me Maujood Tamam Gunah Mita Diye Jate Hain Aur Utni Hi Nekiya Likh Di Jati Hain....

🌹 *Aaj Ka Paighaam*  🌹       Nabi Kareem ﷺ Ne Irshad Farmaya Ke Jis Ne Mere Sahaba Ko Bura Bhala Kaha Tu Us Par Allah Ki...
15/09/2026

🌹 *Aaj Ka Paighaam* 🌹

Nabi Kareem ﷺ Ne Irshad Farmaya Ke Jis Ne Mere Sahaba Ko Bura Bhala Kaha Tu Us Par Allah Ki Farishton Ki Aur Tamaam Logon Ki Laanat Ho Aur Allah Uske Kisi Bhi Nafil Aur Farz Ko Qubool Nahin Karega...

🌹 *Aaj Ka Paighaam*  🌹       Nabi Kareem ﷺ Ne Irshad Farmaya Ke Haya Imaan Ka Ek Juz Hai Aur Imaan Wale Jannat Me Jayeng...
14/09/2026

🌹 *Aaj Ka Paighaam* 🌹

Nabi Kareem ﷺ Ne Irshad Farmaya Ke Haya Imaan Ka Ek Juz Hai Aur Imaan Wale Jannat Me Jayenge Be Hayayi Ka Talluq Zulm Se Hai Aur Zaalim Jahannum Me Jayenge...

Marhala war Tassawuf ke kuch Darjat ka zikar kiya jara hy zarur pora sune aur Apne Rozana ke amal me ye Tassawurat jamay...
13/09/2026

Marhala war Tassawuf ke kuch Darjat ka zikar kiya jara hy zarur pora sune aur Apne Rozana ke amal me ye Tassawurat jamayen tho Rohani faida huga inshallah .

*اللّٰهُمَّ صَلِّ عَلَىٰ سَيِّدِنَا مُحَمَّدٍ الْوَصْفِيِّ وَالْوَحْيِ وَالرِّسَالَةِ وَالْحِكْمَةِ، وَعَلَىٰ آلِهِ وَصَحْبِهِ، وَسَلِّمْ تَسْلِيمًا*

https://youtu.be/YpwuElOGTBU?si=BswjSKXlwcmsOFEU

Enjoy the videos and music you love, upload original content, and share it all with friends, family, and the world on YouTube.

🌹 *Aaj Ka Paighaam*  🌹       Nabi Kareem ﷺ Ne Irshad Farmaya Ke Jis Ne Namaz E Asr Tark Ki Tu Uske Amaal Barbaad Hogaye....
12/09/2026

🌹 *Aaj Ka Paighaam* 🌹

Nabi Kareem ﷺ Ne Irshad Farmaya Ke Jis Ne Namaz E Asr Tark Ki Tu Uske Amaal Barbaad Hogaye...

*Namaz*
11/09/2026

*Namaz*

🌹 **Mauloodun Noor* ﷺ *Wassaroor Tajalli*  🌹Saiyyiduna Hazrat Ali كَرَّمَاللہ تَعَالٰی وَجْہَہُ الْکَرِیْم Ne Farmaya Ke...
10/09/2026

🌹 **Mauloodun Noor* ﷺ *Wassaroor Tajalli* 🌹

Saiyyiduna Hazrat Ali كَرَّمَاللہ تَعَالٰی وَجْہَہُ الْکَرِیْم Ne Farmaya Ke Nabi Kareem ﷺ Ka Chehra E Anwar Bada Dilkash Aur Aap ﷺ Ki Awaaz Mubarak Badi Shireen Thi....

🌹 **Mauloodun Noor* ﷺ *Wassaroor Tajalli*  🌹Saiyyiduna Abdullah Bin Abi Aufi رضي الله عنه Ne Farmaya Ke Nabi Kareem ﷺ Ka...
09/09/2026

🌹 **Mauloodun Noor* ﷺ *Wassaroor Tajalli* 🌹

Saiyyiduna Abdullah Bin Abi Aufi رضي الله عنه Ne Farmaya Ke Nabi Kareem ﷺ Kasrat Se Zikr E Ilahi Farmate Aur Fuzool Baaton Se Parhez Farmate...

08/09/2026

07/09/2026

Address

Bangalore
560002

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Zoya Fathima posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share