02/06/2023
Assalam alaikum. Allah ke karam aur aap sab ki duawo se hamare masjid ka kaam shuru ho gaya. Aap logo se guzarish hai ki masjid Allah ka Ghar hai aur aap sab ke madad ke Bina ham Akele ye kaam nahi Kar sakte. Aap log please isme jo aap se ho sake isme imdad kare aur apne janne Walo ko bhi bataye.
Paytm, phonepe - 7738815215
Sath me yah qr code bhi attach Kar diya hai aap direct scan karke bhi aapki madad bhej sakte hai.