05/02/2026
Kya aap jaante hain? 😮
Yeh mandir sirf kuch mahine hi khulta hai ❄️🏔️
Yeh hai Shri Badrinath Mandir,
📍 Chamoli, Uttarakhand
Yeh mandir Bhagwan Vishnu ko samarpit hai
aur Char Dham Yatra ka ek bahut hi pavitra sthaan maana jaata hai.
Himalaya ke beech sthit hone ki wajah se
sardi ke dauran yeh mandir band rehta hai.
Agar aapko Bharat ke pavitra aur rahasyamayi mandiron ke baare me jaanna pasand hai,
to Page ko Follow & Like zarur karein 🔔🙏
Video pasand aaye to Share bhi karein ❤️