जागरण पंथ - पक्का भजन पंजाब ।

  • Home
  • India
  • Amritsar
  • जागरण पंथ - पक्का भजन पंजाब ।

जागरण पंथ - पक्का भजन पंजाब । Bhagat Dhayanu Ji dawara chalye Gaye Maarg Ki Nishkaam Sewa Hetu Is Community Ka Gathan Kiya Gaya. Chairman Mahant Billa Ji ( Varinder Kumar) Mandi Gharana

Chairman Mahant Billa Ji ( Varinder Kumar) Mandi Gharana. Mahant Vijay Sharma (President) Faridkot , Mahant Bhupinder Sharma ( Cashier) Phagwara, Hemant Sharma ( Cahsier) Amritsar, Mukesh Sharma ( Patti) Media Advisor.

Very true
13/01/2024

Very true

Statutory Declaration: Contents of this Film,Scene,Song which was released, as per available sources now are in the public domain since the term of copyright...

01/05/2016

Jado guru jande ne te ek sukh da sagar chad jande ne jehde apneya paraya nu chad ke loka diya apneya diya gala sun ke chalde jande ne oh paar lang jande ne us sukh de samnder wich jake gurua da suker krde ne jehde rasta rokde ne oh sumi narak vich jande ne

01/05/2016

Shaam sunder ne apniya gopiya kisi hor nu dain nhi ditya bagwan ne jdo bekhunth jana c ta sariya gopiya nu ek talab de vich sama dita c lela khel ke

01/05/2016

Ye bana mata g ka hi kisi ke gar ki property nhi jo kye janmo ke baad guruo Ko milta hi
Aur hamare guru apne satsang or bajan se iske rang mai range jate hi aur kud lal ho jate hi aur lal rang suhag ki nishani hi or khatre ki b jab koe b bane dari mahant is rang mai ranga jaye to fir jo ashirwad deta hi mata g use pura krte hi ye 10000%sach hi fir usi rang ko guru apne kisi ek sahgird ko kabil samj ker sonp dete hi us mai logo ka koe lena dena nhi kiunki jise guru ne chuna ho wo galat nhi ho sakta per jo dunia ke log hote hi ye guru ki is kirpa ko nhi samj pate isliye guru unko chunta hi nhi jise guru ne chuna ho uski kader kro us mai guru ki atma aur pyer dekho us mai guru ka ashirwad dekho fir apke man mai koe swal nhi ayega per jab apki apni ankhe hi theek nhi to ap ko mata g mai b sharda nhi dikhegi..
So apne guruo ki ijat kero unke dikhaye marg per chalo unke bane se pyer kro apne bde gurbahiyo ko guru saman samjo or jinke uper mata g ka bana hi gurup ka unko b guru saman hi samjo mera vishwas hi us mai apko guruo ka ashirwad hi milega
Nendya chugali kerne per hum apne sukho ko piche dakel dete hi
Yaad rhe jo log is marg ka kha ker iski nendya krte hi wo gor papi hi jin ho ne is marg per kisi ka ashirwad paya hi aur aaj uski hi nendya krte hi wo b apne aap se chal ker rhe hai jiska khao usko yaad rakho werna bagwan chodega nhi kiunki wo b aise logo ko hi dundta hi jo khaa ker use hi bul jate hi ....
Meri baat todi kadvi hi per jinhone Jodi pujan kiya hi wo iski value samj sakte hi

Pujye ustad shri shri master kuldeep ji jinke ashirwad aaj is pakke bajan per hi ustad g apni puri jindgi is panth ko di...
24/04/2016

Pujye ustad shri shri master kuldeep ji jinke ashirwad aaj is pakke bajan per hi ustad g apni puri jindgi is panth ko di or aaj b hajaro logo ko ashirwad de ke unka marg darshan krte hai wo log aur hum sab log sant bagat danay ho gye jin ko ustad g ke darshan krene ka sewa krne ka pass bethne ka kirpa pane ka avsar mila.
Muje b ustad g be bhut ashirwad diya aaj mai jis mukam per hu aur age mata g ki kirpa se jis mukam tak b mata g le jyege wo ustad g ki kirpa ashirwad se he sambav hoga.
Guru gobind dono khade
Kiske lagu paye
Balhari guru apne jis gobind diyo milaye..
Guru dev namah

24/04/2016
Punjab Jagran Panth Media News
24/04/2016

Punjab Jagran Panth Media News

24/04/2016
Jai Ho Meri Maiyya ... Pujya Mata Lal Devi Ji
24/04/2016

Jai Ho Meri Maiyya ... Pujya Mata Lal Devi Ji

Address

26-27 A , NEW GOLDEN Avenue, NEAR 5 PEER
Amritsar
143001

Telephone

9815981692

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when जागरण पंथ - पक्का भजन पंजाब । posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Contact The Place Of Worship

Send a message to जागरण पंथ - पक्का भजन पंजाब ।:

Share