Azakhana Nazir Hussain

Azakhana Nazir Hussain A century old Azakhana in Allahabad.

24/11/2025

Azakhana Nazir Hussain Imambada is ready to host it’s century old Majlis-e-Zehra (a.s)

Matam hai Hussain ka, har simt azaa hai  Ghar ghar mein hai soz-e-gham, har dil mein sada hai  Rota hai aasmaan bhi, zam...
05/07/2025

Matam hai Hussain ka, har simt azaa hai
Ghar ghar mein hai soz-e-gham, har dil mein sada hai

Rota hai aasmaan bhi, zameen bhi hai pareshaan
Shabbir ka gham hai yeh, gham ka yeh samaan

Shah ne jab kaam liya sabr ka, sabr ne kya kaam kiya  Aisi taqreer kiya, loh-o-qalam ne salaam kiyaHusn ka noor chamka t...
05/07/2025

Shah ne jab kaam liya sabr ka, sabr ne kya kaam kiya
Aisi taqreer kiya, loh-o-qalam ne salaam kiya

Husn ka noor chamka tha, adalat ke safar mein
Haq ne har soorat mein taeed ki har qadam mein

Kat gayi gardan magar ruk gayi na aahen na sada
Sar utha kar kaha usne ke ab bhi hai Khuda

Century old Taboot-e-Hussain(a.s.)
05/07/2025

Century old Taboot-e-Hussain(a.s.)

kya sakina se kahon aye mere dil ke sukoonhaye pani ke liye beh gaya sub tera khoonabb koi aas nahi tou mere pass nahira...
05/07/2025

kya sakina se kahon aye mere dil ke sukoon
haye pani ke liye beh gaya sub tera khoon
abb koi aas nahi tou mere pass nahi
rasi shanoon main bandhi na aya ghazi
tu na aaya ghazi
jab rida sar se chini me sada deti rahi
tou na aaya ghazi

Zari-e-Abbas(a.s.)

Mehboob e Kibriya Ki Sakina Hai FatimaQuran Mustafa Ka Qaseeda Hai FatimaDunya Ne Mushkilon Main Pukara Hai Ya AliHaider...
04/07/2025

Mehboob e Kibriya Ki Sakina Hai Fatima
Quran Mustafa Ka Qaseeda Hai Fatima

Dunya Ne Mushkilon Main Pukara Hai Ya Ali
Haider Ne Muskilon Main Pukara Hai Fatima

Kaaba Ho Ya Madina Najaf Ho Ya Karbala
Malik Agar Ali Hai To Malka Hai Fatima

It is a privilege to carry forward the century-old legacy of Turbat. While the faces may have changed, the spirit remain...
17/07/2024

It is a privilege to carry forward the century-old legacy of Turbat. While the faces may have changed, the spirit remains the same.

Prestigious Juloos-e-Turbat 2024

"Imam Hussain's unwavering stand for justice and truth in the face of insurmountable odds is a timeless beacon of hope a...
16/07/2024

"Imam Hussain's unwavering stand for justice and truth in the face of insurmountable odds is a timeless beacon of hope and courage for all of humanity."

Century old juloos-e- Ashura from our Azakhana.
16/07/2024

Century old juloos-e- Ashura from our Azakhana.

24/09/2023

Ya Hussain

Azakhana Maulana marhoom Hasnain Abidi Sb, Lucknow

Address

Imambada Opposite Masjid Qaziji, Buxi Bazar
Allahabad
211003

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Azakhana Nazir Hussain posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share