04/07/2026
Aapko jaankar hairani hogi ki duniya ka sabse bada Hindu mandir Bharat me nahi hai!
Ye hai Cambodia me sthit "Angkor Wat Mandir" 🙏
Khmer samrajya dwara Bhagwan Vishnu ko samarpit ye mandir ab Buddha mandir ke roop me bhi pooja jata hai.
**Is mandir ki khaas baatein:**
✓ Iski diwaron par puri Ramayan ankit hai
✓ Samudra Manthan ka drishya bhi pattharon me ukra hua hai
✓ Ye sैकड़ों वर्ग km me faila hua hai
✓ Sanatan dharma ke log ise apna pavitra tirth sthan mante hain
Hamare itihaas aur sanskriti kitni vishal hai, ye soch kar hi garv hota hai 🚩
Aise hi aur interesting aur amazing videos dekhne ke liye page ko Follow karein, Like karein aur share karna na bhoolein ❤️