01/10/2026
Surah Ghafir 35-37 | Takabbur Ka Anjaam Kya Hai?
Surah Ghafir Ayat 35β37 mein Allah Ta'ala un logon ke bare mein batate hain jo baghair daleel Allah ki aayaton mein jhagra karte hain aur takabbur ki wajah se haq ko qabool nahi karte. In aayaton mein Firoun ki misaal aur Allah ki qudrat ka gehra reminder milta hai. π€²π
Quran ko samajh kar parhein, apne dil ka jaiza lein aur takabbur se bachne ki koshish karein.
Surah Ghafir 35-37 | Quran Reminder | Islamic Reminder | Quran Tilawat |