07/10/2023
Khudaya shukar ha tara humay ya din dikhaya ha
Kabhi hum bjool nahi saktay masiha barkatain tari dua ma jo kuch manga ap sy hum ny paya hai tary daar par hum aya ha aur apna saar jhukhaya hai
Hum apnay saray hadiya ly kar tary ghar hazir ho kalam e paak ma tu ny humay yahi sikhaya ha
Mari jo sarfarazi ha wo tari mehrbani hai tary lutofo karam ka ya raab kis ny bhaad paya hai tary daar par hum aya ha aur apna saar jhukaya ha
Humary baal bacho par sada nazar e karam rakhna ky jasy aj tak rehmaat ka tari hum par saya hai!